Kahani

Tune Jo bhi kaha sub sahi hai
Dhokha Dene Wale yahan Kai hai
Mujhe kahate sare yah vahi hai
Jo nikala kahin dur Ha sahi hai

Aaj se shuru Hui kahani Nayi
Apni Mushkilen kisi Ko batane nahi
Mere sath rahe per mujhe jaane nahi
Jindagi ne Di mujhe ek kahani nayi

Ab mere pass vahi Jo kisi ko bhi ras nahin
Jindagi ne Di mujhe ek kahani nayi
Sahi ko Sahi aur galat Ko bhi Kiya Sahi
Jindagi ne Di mujhe ek kahani nayi

Khudhi se khud ki ladai Chali, sahi hai
Kamana jindagi mein bada Naam, O Ye
Jo bhi tu karna chahe meri Jaan, O Ye
Explore Kiya pahle se hi Zone, O Ye

Tere pass nahin to kisi ke bhi pass nahin
Kya soche to ki main utna khas nahin
Paison ki mujhe tujhse jyada pyaas nahin
Kya soche to ki main utna khas nahin

Tune Jo bhi kaha sub sahi hai
Dhokha Dene Wale yahan Kai hai
Mujhe kahate sare yah vahi hai
Jo nikala kahin dur Ha sahi hai

Yah waqt hai waqt ki hai yaden kai
Inhin yadon se mile hain irade Kai
Irade sare hai na Sahi
Kyunki liye hai Maine vade Kai

Ab Jo tu mere saath nahi
Saath nahi toh Aati mujhe yaad nahi
Tere piche main hua barbad nahi
Malgadi hai yah Swaraj nahin hai yah Swaraj nahin

Kyon mujhe de tu itna Sara stress
Kaise Karu Mai tujhe impress
Tujhme mujhe dikhe success
Bas karde tu mujhe bless

Aye fir mujhe unki yaadein
Sun le tu meri fariyade
Zindagi unki phoolon se Saja de
Iske liye tu chahe meri Jaan le



Credits
Writer(s): Ankit Kalanta
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link