Janeman

Jaan-e-man, soch ke mujhe tu ye bata
Tere bin aasra mera kya hai? Khuda?
Qudrat ka yahi hai sila, toota to dil tera, mera
Jaan-e-man, soch ke mujhe tu ye bata

Teri rooh hai is taabeez mein, mere gale pe noor hai
Bechainiyan manzoor hain, tu paas hoke kyun door hai?
Kitne haseen raaton se bana ye silsila

Jaan-e-man, soch ke mujhe tu ye bata
Tere bin aasra mera kya hai? Khuda?
Qudrat ka yahi hai sila, toota to dil tera, mera
Jaan-e-man, soch ke mujhe tu ye bata

Saaya tera tha dhoop mein, tu hai sitaara har roop mein
Kabhi rooth jaaye to tujhe saath le lunga
Aur dekhte hi dekhte apna bana loonga
Mahfooz kar liya tha humne saara hi jahan

Jaan-e-man, soch ke mujhe tu ye bata
Tere bin aasra mera kya hai? Khuda?
Qudrat ka yahi hai sila, toota to dil tera, mera

Jaan-e-man, soch ke mujhe tu ye bata
Jaan-e-man, soch ke mujhe tu ye bata
Jaan-e-man, soch ke mujhe tu ye bata



Credits
Writer(s): Prateek Kuhad
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link