Kaun Vo ?
Baat maan teri sabse zyaada mujhko hai kadar
Kaisa hai ye teri aakhein, tere pyaar ka asar
Haan me manta hu tujhme mujhme kaafi hai farak
Dil jo dukhaya tera jaau sidha me narak
Vo bhi hoga manzor jo tu ho mere saath
Jaane kabse kehna tha ab keh hi du ye baat
Kaafi saari cheeze hai aur kaafi hai sawal
Par pehle ye kahu tu apna dhyaan rakh yaar
Na hai badhke tujhse kuch, jaan hai tu meri
Na kisiki parwah, baate maanni hai teri
Na kisi se baat aur na kisise shikwe hai
Nadaan hu, sudharne me ho jaati hai deri
Par maan meri baat tera bhala sochu me
Tere dukh mujhpe lekr tere aasu ro lu me
Aata gussa hai boht mujhe aur tujhe bhi
Galti teri hone par bhi maang lunga maafi me
Baat na ho acche se to mujhe neend nahi aati
Sach keh raha hu tu hi hai mujhe hasati
Meri maa ki tarah rakhe tu jab mera khayaal
Mujhe tere chehre pe meri maa hai nazar aati
Kacchi hai yaaddash, pakki hai mohobbat
Kya ho mujhse tum naraaz ye bhi to kaho ab
Manane tumhe me meri jaan hai lagau
Tumhari jo bhi chahatein hai samne rakho ab
Kasam khuda ki tujhse ladna nhi chahta me
Tu boli cheeze kaafi kehke hu jatata me
Maaf kr beta tera dil jo dukhaya
Teri ummedo pe khara utar na paaya
Me kar raha koshish har pal har dam
Accha lage mujhe tera ye sargam
Haseen ho safar jab ho koi saath me
Har din tujhse pyaar karu thoda aage badh kar
Maa bhi meri jaane tere saath hui baate
Bhatke hue hoke bhi bas teri ore aate
Pyaar kitne karte ye kisiko nai batate
Pyaar jitna karte uska aadha hi jatate
Tu ho saath lagta mene laakho hai kama liye
Gaano ke zariye mere shabd hai bayaan kiye
Darr lagta tere jaane ka ab
Gaano ke zariye mehfilo ka ye gawah diye
Tu hai kaha jab mere saath na khadi hai
Mere liye shayad kisise to ladi hai
Haath me tu haath rakh mere saath bhi chali hai
To kya hua tu mujhse agar 2 saal badi hai
RC

Credits
Writer(s): Rohit Choudhary
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.