Mumbai Star - Title Track

Ho aaj sunlo hai ek kahani
Ho aaj sunlo hai ek kahani
Hero heroine jaise koi raja rani
Banna dono ko Mumbai Star
Is hi chakkar main hojaata hai pyaar
Hai formula hit filum ka yaar
End mein jeetega asli pyaar
Aake hilade dilke taar
Aala aala re Mumbai Star
Karlo iski jay jay kar
Aala aala re Mumbai Star
Aala re Mumbai Star
Aala re Mumbai Star
Aala re Mumbai Star
Aala re, Aala re Mumbai Star
Sab milke karain party sharty
Fultoo ho bindass naughty naughty
Arre kaka kaki aao uncle aunty
Chahain sola ho ya forty
Luggage ko push karlo
Hogaya dance
Bulb (ko) ghumake
Le lo ab chance
Aake hilade dilke taar
Aala aala re Mumbai Star
Karlo tumbhi jay jay kar
Aala aala re Mumbai Star
Har story main ek villain toh hai zaroori
Aabhi le ladki ke papa cue pe entry
Haila nakki honi hi honi ab toh judai
Tu dar mat kyon tension leta hai bhai
Hai formula hit filum ka yaar
End mein jeetega asli pyaar
Aake hilade dilke taar
Aala aala re Mumbai Star
Karlo tumbhi jay jay kar
Aala aala re Mumbai Star
Aake hilade dilke taar
Aala aala re Mumbai Star
Karlo tumbhi jay jay kar
Aala aala re Mumbai Star
Aala re Mumbai Star
Aala re Mumbai Star
Aala re Mumbai Star
Aala re, Aala re
Aala re aala re Mumbai Star



Credits
Writer(s): Dhruv Ghanekar, Ishitta Arun
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link