O'Meri Laila
Patta anaaron ka, patta chanaaron ka
Jaise hawaaon mein
Aise bhatakta hoon, din-raat dikhta hoon
Main teri raahon mein
Mere gunaahon mein
Mere sawaabon mein shaamil tu
Bhooli athanni si
Bachpan ke kurte mein se mil tu
Rakhoon chhupa ke main sab se, oh, Laila
Maangoon zamane se, Rabb se, oh, Laila
Kab se main tera hoon, kab se tu meri, Laila
Teri talab thi, haan, teri talab hai
Tu hi toh sab thi, haan, tu hi toh sab hai

Oh, meri Laila, Laila, khwaab tu hai pehla

Maangi thi duaayein jo
Unka hi asar hai, hum saath hain
Na yahaan dikhaava hai
Na yahaan duniyaavi jazbaat hain
Yahaan pe bhi tu hooron se zyada haseen
Yaani, donon jahaanon mein tum sa nahin
Jeet li hain aakhir mein hum donon ne yeh baaziyaan

Zaayqa jawaani mein
Khwabon mein, yaar ki mehmaani mein
Marziyaan tumhari hon
Khush rahoon main teri manmaani mein
Band aankhein karoon, din ko raatein karoon
Teri zulfon ko sehla ke baatein karoon
Ishq mein un baaton se hon meethi si naraaziyaan

Credits
Writer(s): Joi Barua, Irshad Kamil
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.