Kalank - Title Track
Hawaon mein bahenge, ghataon mein rahenge
Tu barkha meri, main tera badal, piya
Jo tere na hue toh kisi ke na rahenge
Deewani tu meri, main tera pagal, piya
Hazaaron mein kisi ko taqdeer aisi
Mili hai ek Ranjha aur Heer jaisi
Na jaane yeh zamana kyun chahe re mitana
Kalank nahin, ishq hai kajal, piya
Kalank nahin, ishq hai kajal, piya
Piya, piya
Piya re, piya re, piya re
Piya re, piya re (piya re, piya re, piya re)
Duniya ki nazron mein yeh rog hai
Ho jin ko woh jaane yeh jog hai
Ek tarfa shayad ho dil ka bharam
Do tarfa hai toh yeh sanjog hai
Laayi re humein zindagani ki kahani
Kaise mod pe?
Hue re khud se paraaye hum kisi se
Naina jod ke
Hazaaron mein kisi ko taqdeer aisi
Mili hai ek Ranjha aur Heer jaisi
Na jaane yeh zamana kyun chahe re mitana
Kalank nahin, ishq hai kajal, piya
Kalank nahin, ishq hai kajal, piya
(Main tera, main tera, main tera)
(Main tera, main tera, main tera, main tera, main tera)
Main gehra tamas, tu sunehra savera
Main tera, ho-ho-ho, main tera
Musafir main bhatka, tu mera basera
Main tera, oh-oh-oh, main tera
Tu jugnu chamakta, main jungle ghanera
Main tera
Oh, piya, main tera, main tera, main tera
Main tera, main tera, ho-ho-ho, main tera
(Main tera, main tera, main tera)
(Main tera, main tera, main tera, main tera, main tera) main tera, main tera, main tera
(Main tera, main tera, main tera)
(Main tera, main tera, main tera, main tera, main tera)
Tu barkha meri, main tera badal, piya
Jo tere na hue toh kisi ke na rahenge
Deewani tu meri, main tera pagal, piya
Hazaaron mein kisi ko taqdeer aisi
Mili hai ek Ranjha aur Heer jaisi
Na jaane yeh zamana kyun chahe re mitana
Kalank nahin, ishq hai kajal, piya
Kalank nahin, ishq hai kajal, piya
Piya, piya
Piya re, piya re, piya re
Piya re, piya re (piya re, piya re, piya re)
Duniya ki nazron mein yeh rog hai
Ho jin ko woh jaane yeh jog hai
Ek tarfa shayad ho dil ka bharam
Do tarfa hai toh yeh sanjog hai
Laayi re humein zindagani ki kahani
Kaise mod pe?
Hue re khud se paraaye hum kisi se
Naina jod ke
Hazaaron mein kisi ko taqdeer aisi
Mili hai ek Ranjha aur Heer jaisi
Na jaane yeh zamana kyun chahe re mitana
Kalank nahin, ishq hai kajal, piya
Kalank nahin, ishq hai kajal, piya
(Main tera, main tera, main tera)
(Main tera, main tera, main tera, main tera, main tera)
Main gehra tamas, tu sunehra savera
Main tera, ho-ho-ho, main tera
Musafir main bhatka, tu mera basera
Main tera, oh-oh-oh, main tera
Tu jugnu chamakta, main jungle ghanera
Main tera
Oh, piya, main tera, main tera, main tera
Main tera, main tera, ho-ho-ho, main tera
(Main tera, main tera, main tera)
(Main tera, main tera, main tera, main tera, main tera) main tera, main tera, main tera
(Main tera, main tera, main tera)
(Main tera, main tera, main tera, main tera, main tera)
Credits
Writer(s): Amitabh Bhattacharya, Pritam
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.