Aasmaan Jaley

Karta har baat mein dil teri baat hai
Kaise yeh baatein tumko baatayein
Itni si baat hai ke tere samne
Kehni jo baatein keh bhi na paye

Dhundha maine na mila hai koi jo teri tarha sa ho
Pal woh hai fhike bewajah beetein
Jinme sath tera na ho
Aasmaan jaley kyun yeh khamkha jaley
Bole laya kaha se sitare
Aasmaan jaley kyun yeh khamkha jaley
Bole paya yeh chaand kaha se re
Maine bola pura aasman se
Ki aankhein teri hai do sitare
Chehra yeh chand hai
Aasmaan jaley kyun hai khamkha jaley
Bole paya yeh chaand kaha se re

Lakiren mere haat ki chuda lunga
Woh laake tere hath mein thama dunga
Jo bhi hai tere naam pe likha dunga
Oo janiya ree
Mein baadlon se oosh bhi manga dunga
Woh lake teri baliyan saja dunga
Han yunhi sari jindigi beeta lunga
Oo janiya ree

Dhundha Maine na mila hai koi jo teri tarha sa ho
Pal woh hai fhike bewajah beetein
Jinme sath tera na ho
Aasmaan jaley kyun yeh khamkha jaley
Bole laya kaha se sitare
Aasmaan jaley kyun yeh khamkha jaley
Bole paya yeh chaand kaha se re
Maine bola pure aasman se
Ki aankhein teri hai do sitare
Chehra yeh chaand hai
Aasman jaley kyun yeh khamkha jaley
Bole paya yeh chaand kaha se re



Credits
Writer(s): Abhijeet Srivastava, Shayra Apoorva
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link