Rukawat

Yo, yo, yo, yo

Ab palakein na saaf kar
Jo bhi jo baat tujhe (baat tujhe)
Unka ehsaas kar (ehsaas kar)
Agar yeh aankhein khuli hain (khuli hain)
Unko tu naam kar (naam kar)
Phone pe baatein khuli hain
Unko tu bannd kar (Unko tu bannd kar)

Kya khud se hi khafa main?
Jo chaaha woh bola nahi?
Andekha kar ke abhi
Iss mausam ko bola sahi
Ye hawaa na chali tez (hawaa na chali tez)
Ye chhat abhi tooti nahi
Ye baarish ke peechhe aane wali
Aandhi lage ab bhi jhoothi nahi
Mujhe pataa nahi

Teri baatein, woh dil ki baatein (woh dil ki baatein)
Main bol aa gya (Main bol aa gya)
Woh jo suni nahi (nahi-nahi, bhai, nahi-nahi)
Woh aaj gyi (Woh aaj gyi)
Mere saath nahi (Mere saath nahi)
Thoda farak padaa (na, na, na, na)
Koi baat nahi abhi

(Hm-hm) Dekha nahi, paas mein paise nahi (paas mein paisa nahi)
Kaash yeh hote na khawaab
Jo sapno ke peechhe daude, unke pairon pe lagi hai aag
Main apni dhun mein gun-gunaata hua chala gya bekaar
(Nahi-nahi, bhai, nahi-nahi)

Raahon pe main kho gya toh peechhe kabhi muda nahi
Mann mein dabaake rakhaa jo zehar, woh toh tune uggla hi
(Main toot gya, bolo judaa nahi)

Ab diye ki aag mein (Ab diye ki aag mein)
Ab ghar ki hi yaad mein (Ab ghar ki hi yaad mein)
Ab dhooyein ki saans mein (Ab dhooyein ki saans mein)
Dar hai samundar ki doori se
Dilon ke bad rahe faasle
Woh do-do naye dost (do naye dost)
Jo pichhle saal mile the (yeah-yeah)
Unki wajah se hi aaj (Unki wajah se hi aaj)
Yeh gaane hum likhein hain (hm-hm)
Unki wajah se hi aaj (Unki wajah se hi aaj)
Yeh gaane ab nikkle hain (aha)
Aur phir jab main ghar pe gya
Bombay mein suni awaaz (Bombay mein suni awaaz)
Sab bole hain, "Gully Gang?"
Sapne sach ho rahe yahaan (yahaan pe)

Wapis jaane ki meri bhi toh chaah hai
Par kandhon pe bhaar hai
Mujhe pataa hai yahaan jaise
(Bola na yahan pe, baatein na jaise yahan pe chale jaise kyu hoon?)
(Mujhe na pataa, meri baatein sune yahaan pe na yaari chale jaise yun)

Na-na, na-na-na-na, na-na
Na-na-na-na, ooh



Credits
Writer(s): Panini Pandey
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link