YEH DOORIYAN

Khodiya pehli dafa (dafa)
Bhulane ki hai wajah (hai wajah)
Sab sath hai mere bina
Yeh yeh dooriyan hai meri saza
Khodiya pehli dafa (dafa)
Bhulane ki hai wajah (hai wajah)
Sab sath hai mere bina
Yeh yeh dooriyan hai meri saza

Yeh zindagi akela jeeta hu kyu
Yeh meri akele ki nahi hai chuk
Time nahi bacha toh yaha rukta hu kyu
Piche mudd ke wapas dekhta hu kyu
Negativity bass sunta hu kyu
Khudke liye kuch nahi karta hu kyu
Dusron ke liye mein marta hu kyu
Dusron ke liye mein marta hu kyu
Sab log puchte mujhe yeh sab kyu
Tu bina ansun ke bhi rota hai kyu
Tu bina kahe yeh sab karta hai kyu
Tu sab ke samne bass hasta hai kyu
Dard tujhe nahi hota hai kyu
Fharak tujhe nahi padta hai kyu
Halat meri kya jaanta hai tu
Mujhe kya pata akela hu kyu

Kisika bura nahi kiya toh jinone kiya toh
Mein bhi kyu unke sath yaha (yaha)
Sab kuch khoya par kuch nahi bola aise bohot log meri tarah (tarah)
Sabhise pucha ab khudhise pucha aise jeene ki kya hai wajah (wajah)
Ankhe nahi kholi toh fhass jaunga akela kisi andheri jagah (jagah)
Abhi nahi bola toh kabhi nahi bol sakta yeh hai meri wajah (wajah)
Tumhise kehta hu maff kardo sabko bass yeh hai meri dua (dua)
Ab akele nahi ho main bhi tumhare sath yeh sab jhelta yaha (yaha)
Ab aise hi kaam hogi baad main khatam hogi hamari yeh duriya

Khodiya pehli dafa (dafa)
Bhulane ki hai wajah (hai wajah)
Sab sath hai mere bina
Yeh yeh dooriyan hai meri saza
Khodiya pehli dafa (dafa)
Bhulane ki hai wajah (hai wajah)
Sab sath hai mere bina
Yeh yeh dooriyan hai meri saza

Khodiya pehli dafa (dafa)
Bhulane ki hai wajah (hai wajah)
Sab sath hai mere bina
Yeh yeh dooriyan hai meri saza
Khodiya pehli dafa (dafa)
Bhulane ki hai wajah (hai wajah)
Sab sath hai mere bina
Yeh yeh dooriyan hai meri saza



Credits
Writer(s): Manas Lohar
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link