Sabar
Kitna ajeeb lge sb kch theek gaya sb se mein jeet mgr khud se hum haargye
Dil k qareeb raha koi bhi nahi mgr itna hujoom jese ai baraat hai
Ek or geet teri deed ki umeed mein likhta mein jab kabhi kartay huay yaad tmhein
Dunya mureed sab karain tareef sunke wo bolein mjhe bhai kia baat hai
Tootay huay dil k ye banay sangeet
Tm suntay jo hotay merey gham mein shareek
Mjhme nhi bacha meri zindagi se pyaar
Mjhe maardo ab chahay mjhe kardo shaheed
Nai chalskta bojh leke or ye mazeed
Mjhe tm se tha barh k nai or kuch azeez
Har pal rahegi ek teri kami
Meri ankh mein nami mgr moo pe hasi,
Nai karskta zaaya or waqt apna,
Meine chordia paanay ka tjhe sapna,
Apnon ke beech bhi mein lagun ajnabi
Mera koi bhi nahi mgr mein sab ka,
Karun kia mera kahin bhi na man lgta,
Mjhe rahi kisi ki bhi nahi koi parwa,
Meri nazron k samnay ho tm hr wqt
Mjhe apnay hi aap se kiun dar lgta
Zamaanay ki nazar mein tw bus ek diwana
Chahta kisi tarah tmko mein bhula na
Pr kisi bhi trh tmko mein bhula nhi
Chehra tera abtk yaad ata rozana
Tarpay ye dil thora mushkil hai samjhana
Aye jaana mjhko bhi saath apnay le jaana
Dunya se door bhulaake sb asool
Karein mein or tu apni ek dunya shuru
Esi jaga jidhr koi hamein jaanta na ho
Jidhr khatra kisi ko bhi kbhi jaan ka na ho
Jidhr daulat ko Khuda log maante na hon
Jidhr faaslay kisi se kbhi zaat k na hon'
Tjhe mileygi zindagi nahi phir kbhi dubara
Agar milay tjhe moqa tw phir jaanay na do
Dikhe asmaan mein jo kbhi toot ta sitara
Kehte wqt hota sahi dua maangne ka wo
Dil k qareeb raha koi bhi nahi mgr itna hujoom jese ai baraat hai
Ek or geet teri deed ki umeed mein likhta mein jab kabhi kartay huay yaad tmhein
Dunya mureed sab karain tareef sunke wo bolein mjhe bhai kia baat hai
Tootay huay dil k ye banay sangeet
Tm suntay jo hotay merey gham mein shareek
Mjhme nhi bacha meri zindagi se pyaar
Mjhe maardo ab chahay mjhe kardo shaheed
Nai chalskta bojh leke or ye mazeed
Mjhe tm se tha barh k nai or kuch azeez
Har pal rahegi ek teri kami
Meri ankh mein nami mgr moo pe hasi,
Nai karskta zaaya or waqt apna,
Meine chordia paanay ka tjhe sapna,
Apnon ke beech bhi mein lagun ajnabi
Mera koi bhi nahi mgr mein sab ka,
Karun kia mera kahin bhi na man lgta,
Mjhe rahi kisi ki bhi nahi koi parwa,
Meri nazron k samnay ho tm hr wqt
Mjhe apnay hi aap se kiun dar lgta
Zamaanay ki nazar mein tw bus ek diwana
Chahta kisi tarah tmko mein bhula na
Pr kisi bhi trh tmko mein bhula nhi
Chehra tera abtk yaad ata rozana
Tarpay ye dil thora mushkil hai samjhana
Aye jaana mjhko bhi saath apnay le jaana
Dunya se door bhulaake sb asool
Karein mein or tu apni ek dunya shuru
Esi jaga jidhr koi hamein jaanta na ho
Jidhr khatra kisi ko bhi kbhi jaan ka na ho
Jidhr daulat ko Khuda log maante na hon
Jidhr faaslay kisi se kbhi zaat k na hon'
Tjhe mileygi zindagi nahi phir kbhi dubara
Agar milay tjhe moqa tw phir jaanay na do
Dikhe asmaan mein jo kbhi toot ta sitara
Kehte wqt hota sahi dua maangne ka wo
Credits
Writer(s): Nabeel Akbar
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.