Shukriya
Mai Pehle Jaisa Kyu Na Hoon?
Kyu Na Hoon?
Voh boli mere paas na jawab hai tere sawalo ka
Mera sawal
Kyu kia uski nazro ke aage khud ko?
Sawaare bhoot sar pe?
Ek guroor sar pe?
Tu usse dil behlaati
Mere mn ko choor kar ke
Mai le jaunga tukdo mein tuje kabool kar ke
Par tu kehti mulakaat hui usse bhool kar ke
Ye kaisi si safai
Ye kaisi bewafai
Hisaab de tu dil ka ya
Chali ja door ghar se
Tere dil ke dard ka panna Mitaaya maine
Usko khushiyo ki siyaahi se sajaya maine
Par vo sari khushiyan sare kisse padh ke boli mujhse ki
Kitaab ka to naam na bataya maine?
Jis kitaab mein mai kisse likh raha tha
Voh kabhi bhi mere naam ki nahi thi
Meri yaade uski yaado mein dakhal de rahi thi
Meri yaade uski yaado mein kaam ki nahi thi
Maine khichi yaro ki tasveere unki mashooka ke sang
Baithe sochta mohabbat mein mai chooka kidhar
Usne shabdo ko chabaya mere dil ke tukde pees ke
Mai dhundhu lafz pyar ka na jaane thuka kidhr?
Uske hote tujhko meri bhi kami nahi rahegi
Un dono mein mai teesra yahi kami rahegi
Mai bich barsaat aur zameen ke kitna bhi aau
Voh boonde hamesha us zamee ki hi rahegi
Mai hawa sa ho chuka hu
Apni dawa kho chuka hu
Tuj mein jaaga pyar?
Mai to tujpe kabka so chuka hu
Sapno mei sirhaane rakh ke kosu tujko dil mein
Fir tadap ke mar ke din subah mai tujhko hi khojta hu
Mujse cheen kar ke mujhko kalakaar de dia
Mera mar chuka hai man ki tujko pyar dedia
Thehri tu bi kalakaar bewafai hai kala
Muje tod ke is sheher ko
Kalakaar dedia

Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.