Kisne Banaya

Kisne Banaya Kisna Banaya
Is Sundar Dharthi Ko Kisne
Banaya

Phoolon Ko Sugandh Diya
Pedon Ko Yeh Chavn Diya
Dharthi Ka Yeh Roop Diya
Kisna Banaya

Nadiyon Ko Umang Diya
Kaliyon Ko Tarang Diya
Sooraj Ka Dhoop Diya
Kisna Banaya

Koyal Ko Sur Diya
Mor Ko Yeh Rang Diya
Saagar Mein Lehar Diya
Kisna Banaya

Kisne Banaya Kisne Banaya
Is Sundar Dharthi Ko Usne
Banaya



Credits
Writer(s): Lakshmi Shankar
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link