Devil

Achha hun kharab hun main
Fir bhi lajwab hun
Jutha na nakab hun
Sachhayi ki kitaab hun
Tuta hua khuwab hun
Han tuta hua khuwab hun
Main dard behisaab hun main
Han dard behisaab hun

Han gamon ki gahraayi hun
Aur khushiyan behisaab hun
Jo do do chahre wale hain
Unhe karta benkaab hun
Sachaayi ki kitab hun
Na odhe koi nakab hun
Jamane ke hisaab se
Jamaane ko kharab hun
Han jo bhi juthe milte hain
Unhe karta be nkab hun
Khudki hai siyasat meri
Khudka main nawab hun
Koi padhke dekhe mujhko
Khuli hui kitaab hun
Han khuli hui kitaab hun
Main tuta hua khwab hun
Han dard behisaab hun
Hmmm hmmm hmm
Han tuta tuta sa

Dil se achha na sahi
Main to banda hi kharab hun
Khwahishon aur khwabon
Mein main jita behisaab hun
Han tod ke to dekhe dil ko
Sita lajwab hun

Achha hun kharab hun main
Fir bhi lajwab hun
Jutha na nakab hun
Sachhayi ki kitaab hun
Tuta hua khuwab hun
Han tuta hua khuwab hun
Main dard behisaab hun main
Han dard behisaab hun

Han dard behisaab hun
Main tuta hua khuwab hun
Gamon ki gehrai hun
Aur dard behisaab hun
Jo do do chahre wale hain
Unhe karta benkaab hun
Sachaayi ki kitab hun
Na odhe koi nakab hun
Jamane ke hisaab se
Jamaane ko kharab hun
Jo do do chahre wale hain
Unhe karta benkaab hun
Karta benkaab hun
Sachaayi ki kitab hun
Na jutha koi khwab hun
Na jutha koi khwab hun
Na jutha main naqab hun
Sachaayi ki kitab hun
Main dard behisab hun
Tuta hua khuwab hun
Main tuta hua khuwab hun

Dil se achha na sahi
Main to banda hi kharab hun
Khwahishon aur khwabon
Mein main jita behisaab hun
Han main jita behisaab hun

Achha na sahi main to banda hi kharab hun
Han fir bhi lajwab hun main fir bhi lajwab hun
Jutha na nakab hun sachhayi ki kitaab hun
Tuta hua khuwab hun main dard behisab hun
Dard behisab hun main dard behisab hun



Credits
Writer(s): Fanindra Bhardwaj
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link