CHAHAT
Bacha kuch waqt
Aao saamne sab dil ki kehdo
Baat na tu samjhti
Tabhi shayri karta hu Roz
Karte ho basar yaad mei
Tabhi aankhon mei kaid ho
Woh dhaage Tut te na
Jodte Jo Dil se Dil ko
Yu tabah karta mujhko
Tera ab hai muskurana
Bas tujhse baat karne
Dhundta hu ik bahana
Tu aati saamne toh
Hota kyu hu chup mei jaana?
Bewajah baatein kardi saari
Par bas ye kaha na
Ke tujhse pyaar hai
Mei ye sab tujhse keh ni pata
Tu sunti nai mujhe
Fir bhi tereliye gaane gaata
Aur panne bharta
Teri yaadon mei hai ye deewana
Aur samjh paaya nai mei
Tujhko kyu hu itna chahata
Tu mujhko samjhne ki
Thodisi koshish toh kar
Mei Teri aankhon mei
Khojata tere aane par
Tu mujhko jaane na
Aur hu mei laapata
Ke tarsta hai dil
Bas tujhko dekhne ek dafa
Ab Teri taarefon ko
Likhte likhte thakta nai mei
Aur tere hi khayal
Kyu aate mujhko har ghadi hai
Aur sar chade jo teri baatein
Unme hi nasha hai
Aur uthte hi Tera khayal
Aata hai har subah ye
Mei maanta hu ke
Mei tujhse jyada kuch nai kehta
Kaise kahunga jaana
Ab toh rehta hu mei behka
Aur tujhko dekhu
Dur se toh chehra khil ye uth ta
Aur tu Jo saamne
Toh lagta dekh Raha hu sapna
Aur bewajah si baaton pe
Hu ab mei hasne lagta
Teri tasveeron se hai saja
Ye dil ka kamra
And I mean it when I say
Tu alag sabse dikhta
Aur na mei jaanu
Kyu hu khud hi khudse baatein karta
Ab bas mei chahta hu
Tu mujhko apna hi bana le
Aur karde alag mujhko
Tu ab ye saare jahan se
Aur sunle yaara mere
Tujhse hai bas itna kehna
We will be alright
Bas tu yuh mujhse dur na jaana
Aao saamne sab dil ki kehdo
Baat na tu samjhti
Tabhi shayri karta hu Roz
Karte ho basar yaad mei
Tabhi aankhon mei kaid ho
Woh dhaage Tut te na
Jodte Jo Dil se Dil ko
Yu tabah karta mujhko
Tera ab hai muskurana
Bas tujhse baat karne
Dhundta hu ik bahana
Tu aati saamne toh
Hota kyu hu chup mei jaana?
Bewajah baatein kardi saari
Par bas ye kaha na
Ke tujhse pyaar hai
Mei ye sab tujhse keh ni pata
Tu sunti nai mujhe
Fir bhi tereliye gaane gaata
Aur panne bharta
Teri yaadon mei hai ye deewana
Aur samjh paaya nai mei
Tujhko kyu hu itna chahata
Tu mujhko samjhne ki
Thodisi koshish toh kar
Mei Teri aankhon mei
Khojata tere aane par
Tu mujhko jaane na
Aur hu mei laapata
Ke tarsta hai dil
Bas tujhko dekhne ek dafa
Ab Teri taarefon ko
Likhte likhte thakta nai mei
Aur tere hi khayal
Kyu aate mujhko har ghadi hai
Aur sar chade jo teri baatein
Unme hi nasha hai
Aur uthte hi Tera khayal
Aata hai har subah ye
Mei maanta hu ke
Mei tujhse jyada kuch nai kehta
Kaise kahunga jaana
Ab toh rehta hu mei behka
Aur tujhko dekhu
Dur se toh chehra khil ye uth ta
Aur tu Jo saamne
Toh lagta dekh Raha hu sapna
Aur bewajah si baaton pe
Hu ab mei hasne lagta
Teri tasveeron se hai saja
Ye dil ka kamra
And I mean it when I say
Tu alag sabse dikhta
Aur na mei jaanu
Kyu hu khud hi khudse baatein karta
Ab bas mei chahta hu
Tu mujhko apna hi bana le
Aur karde alag mujhko
Tu ab ye saare jahan se
Aur sunle yaara mere
Tujhse hai bas itna kehna
We will be alright
Bas tu yuh mujhse dur na jaana
Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.