Celebrities

Toh suno fir, ye gaana poore Bambai waalo ke liye hai
Aur poore Hydrabad waalon ke liye
Are, nahi, poore Hindustan waalon ke liye, haha
Kayden bolte, Kayden, yeah four-three

Aa, bann gye celebrities
Sab bolrele alag he cheez
Ye HYD Bombai he nahi
Poore India ke ban gaile celebrities

Aa, bann gye celebrities
Sab bolrele alag he cheez
Ye HYD Bombai he nahi
Poore India ke ban gaile celebrities

Pehle pottita rakhti thi cut pe
Actress kar rhi ab saamne se DM
Aur apna bhi alag hai vishay
Thoda time ruk, abhi call karta hai CM

Har gaana trending pe jaa rha (yaw)
PM to AM fir AM to PM (yaw)
Aa, area ke rider sab alter
Nahi mama sune ke ab maan rele niyam

Na life ante Saturday night (woo)
Ni boring life advise ni deggara pettaku (yaw)
Yaara aawa machan na solra
Sharpale aadi ke kanatla 42 (grrr)

Okkati rendu moodu nalagu saare
Cheppina (yaw) neeku itla chayyadu (yaw)
Anji, aari, yelli, yettu, vati
Bol diya tere ko chalte re tu

Aanh-aanh, bola na Hydrabad sheher ka main paanchwa minaar
Aanh-aanh, ah, Bambai hai poora mera, sar pe chaar-teen ka taj
Aanh-aanh, ah, Bharat ke ladke log bole to duniya pe raj
Aanh, aanh, aanh-aanh-aanh-aanh

Aa, bann gye celebrities
Sab bolrele alag he cheez
Ye HYD Bombai he nahi
Poore India ke ban gaile celebrities

Aa, bann gye celebrities
Sab bolrele alag he cheez
Ye HYD Bombai he nahi
Poore India ke ban gaile celebrities

Aa, ladfa toh exercise hai
Haseena ko rakhele side mein
Ye bolrela, "collar hain white"
Shana banega to dho denge tight se

Phir bhi unhein ghoori hai side se
Chaar-teen mein bhi Kayden ka hype hai
Aa, potta to abhi bhi kantri mein
Farak bas itta ki tukde se mic pe

Ye Dongri ki gully se dp taaki 40 hain
Jay-jay ke khatiya pe pade le mareez hain
DP ki gully mein gicchi minimum hai
50 ki pudi 350 ki chowki mein

Ye getto ki gully idhar kyun?
Wo jadhreeli, la re tu perfume
Akele baith ke jahan likha wohan galti se
Chal gaya to lag jaata curfew

Aa, kya bolta, bantai?
Aa, shana kyun banta hai?
Ye Bambaiya slang hai, chhote
Bantai bachchi bhamai

Kyawa re patthe? (Grrr) Posa maara khatte
Race waala gurram Hustle ka main Allu
Bar phek ke maara to munh pe maara pathhe

Aanh-aanh, bola na Hydrabad sheher ka main paanchwa minaar
Aanh-aanh, ah, Bambai hai poora mera, sar pe chaar-teen ka taj
Aanh-aanh, ah, Bharat ke ladke log bole to duniya pe raj
Aanh, aanh, aanh-aanh-aanh-aanh

Aa, bann gye celebrities
Sab bolrele alag he cheez
Ye HYD Bombai he nahi
Poore India ke ban gaile celebrities

Aa, bann gye celebrities
Sab bolrele alag he cheez
Ye HYD Bombai he nahi
Poore India ke ban gaile celebrities



Credits
Writer(s): Karan Niranjan Kanchan, Vijay Kumar Vaniyar, Kayden Sharma
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link