Na Umeed
Har wo harkat jis mein barkat,
Us se mei door raha,
Har wo soorat jis mein
Seerat na thi,
Ko main talaash karta raha, kabhi kisi ka
Bura maine chaha nai, takleef phir bhi kyun Mujhe di gayi,
Wo chali gayi,
Peeche chor gayi toh apna naam,
Aur chand so geet,
Aur phir se na milne ki aik do umeed
Phir se hua main na umeed
Jab se tu gayi dil tor kar sooraj k dhalnay tak Tera sochta hun
Subha honay tak teri shakal ki justaju mein Muntazir meri zaat
Aine mei dekhun na karay mujhse koi baat
My mom is asking me to eat something Something im like no no no i got my smokes With me
Why don't i get over you like come on Salar Tere naam ka matlab Leader hai tu Cheetah Hai tu sher hai lekin teri harkatein darpakon Se kum nahi
I guess all is fair in love and war main us Shehr se jahan dukh boht
Aur sukh kum
Tu gayi itni door tujhe khat bhi na pohnch Sakein
Samundar ki lehrein bhi ab mujhse kehne lagi
Kyun itne udaas ho
Kyun itne bebas ho
Get over yourself
Pick yourself up
Dust yourself off
And move on
Phir na hona kabhi na umeed
I'm a bipolar pareshani ka alam beinteha Par lekin
Us Rab ka shukar jis ne kabhi mera sath na Chora us ne mujh se kaha phir na hona kabhi Tu na umeed
I guess all is fair in love love and war
Main us shehr se jahan dukh boht aur sukh kum
Tu gayi itni door tujhe khat bhi na pohnch Sakein
Lekin phir na hona kabhi na umeed
Na umeed

Credits
Writer(s): Farrukh Salar
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.