Udaan
Kuch dil m baatein
Chhup rakhi hein
Sunti nhi hai
Ye duniya jinhe
Kuch khati fikrein
Kuch khate gam hein
Kuch karne ka bhi
Ab man naa kare
Pr kabhi kare man
Aa ud chalein chal
Sab pare kar
Aa ud chalein hum
Zami pe rehke
Tamnna chand ki kar
Chand chhuna hai to
Chal udan bhi to bhr
Pr bandhe hue paro se na uda jaye
Hum chah ke bedia khol na payein
Ho na jaye kuch bura to
Hum zara bhi jokhim na uthaein
Hn
Wapsi m safar bada chhota lage
Pr pahunchne m yaha tak hein saalo lage
Kya hi karein khwab dekh liye zyada bade
Ab dabke ghut rahe hein unhi tale
Mujhse judi Maa or behenein
Unko rakhun Khudse pehele
Kuch sapne unke bhi tode
Sapne the sarkari taki
Paise ki kami na ho
Paisa hai hi kamina bro
Khushi bikti bazaro m
Tum keemat ko chukao to
Izzat di to kamai bro
Azadi ki hai khwahish bro
Jawani jaane di
Pr zimedaariya nibhai bro
Musibatein aai lekin
Haar nhi maani to
Bura maan gai kismat
Musibatein badhadi or
Laye dawai koi
Anxiety khaye jo
Mujhe na sataein
Dimag na sadaein bro
Doori banayein
Zyada pass na aayein bro
Akela pan
Ye kaisi saza hai bro
Kya batayein bro
Kya sunaein or
Skip formalities
Kaam kya hai bol
Hai pata mujhko
Ki kaisa kya hai kon
Na behelayein aap mujhe
Bolke meethe bol
Baatein bolne ko aayenge kai
Bagal m katal ko bachayenge nhi
Dharam ki baatein hein kar rahe jo
Desh ko bhi hein tod rahe wahi
Na sunu inki
Mai sunu khudki
Hai pehechan mujhko bhi
Galat, sahi ki
Kya kami reh gai thi humme
Itni si umr m h itne gam mile
Itne gam mile
Itni si umr mein
Kya kami reh gai thi humme
Kya kami
Reh gai thi humme
Itni si umr mei
Hein itne gam mile
Kuch dil m baatein
Chhup rakhi hein
Sunti nhi hai
Ye duniya jinhe
Kuch khati fikrein
Kuch khate gam hein
Kuch karne ka bhi
Ab man naa kare
Pr kabhi kare man
Aa ud chalein hum
Sab pare kar
Aa ud chalein hum
Zami pe rehke
Tamnna chand ki kar
Chand chhuna hai to
Chal udan bhi to bhr pr
Udein bhi to pahunche kahi na
Shayad ye rah hi sahi na
Hustle m kami rahi kya?
Fasal jo ugi abhi na
Na jaane kitna or waqt lagega
Na jaane kitna or sabar rahega
Na jaanne wale mujhe kitne thehere
Jaane wale bhi sab kuch Na jaane
Jinhone maare taane
Mujhe yaad hein saare
Todne ki koshish kari Har tarha se
Mohra banake Apno late
Hum fir bhi aage badhe ladkhadate
Hn
Waqt office ka h pr
Kaha lage kaam m maan
Ab mera maan kare bhs
Ki aa ud chalein hum
Aa ud chalein hum
Aa ud chalein hum
Sab pare kar
Aa ud chalein hum
Zami pe rehke
Tamnna chand ki kar
Chand chhuna hai to
Chal udan bhi to bhar
Chhup rakhi hein
Sunti nhi hai
Ye duniya jinhe
Kuch khati fikrein
Kuch khate gam hein
Kuch karne ka bhi
Ab man naa kare
Pr kabhi kare man
Aa ud chalein chal
Sab pare kar
Aa ud chalein hum
Zami pe rehke
Tamnna chand ki kar
Chand chhuna hai to
Chal udan bhi to bhr
Pr bandhe hue paro se na uda jaye
Hum chah ke bedia khol na payein
Ho na jaye kuch bura to
Hum zara bhi jokhim na uthaein
Hn
Wapsi m safar bada chhota lage
Pr pahunchne m yaha tak hein saalo lage
Kya hi karein khwab dekh liye zyada bade
Ab dabke ghut rahe hein unhi tale
Mujhse judi Maa or behenein
Unko rakhun Khudse pehele
Kuch sapne unke bhi tode
Sapne the sarkari taki
Paise ki kami na ho
Paisa hai hi kamina bro
Khushi bikti bazaro m
Tum keemat ko chukao to
Izzat di to kamai bro
Azadi ki hai khwahish bro
Jawani jaane di
Pr zimedaariya nibhai bro
Musibatein aai lekin
Haar nhi maani to
Bura maan gai kismat
Musibatein badhadi or
Laye dawai koi
Anxiety khaye jo
Mujhe na sataein
Dimag na sadaein bro
Doori banayein
Zyada pass na aayein bro
Akela pan
Ye kaisi saza hai bro
Kya batayein bro
Kya sunaein or
Skip formalities
Kaam kya hai bol
Hai pata mujhko
Ki kaisa kya hai kon
Na behelayein aap mujhe
Bolke meethe bol
Baatein bolne ko aayenge kai
Bagal m katal ko bachayenge nhi
Dharam ki baatein hein kar rahe jo
Desh ko bhi hein tod rahe wahi
Na sunu inki
Mai sunu khudki
Hai pehechan mujhko bhi
Galat, sahi ki
Kya kami reh gai thi humme
Itni si umr m h itne gam mile
Itne gam mile
Itni si umr mein
Kya kami reh gai thi humme
Kya kami
Reh gai thi humme
Itni si umr mei
Hein itne gam mile
Kuch dil m baatein
Chhup rakhi hein
Sunti nhi hai
Ye duniya jinhe
Kuch khati fikrein
Kuch khate gam hein
Kuch karne ka bhi
Ab man naa kare
Pr kabhi kare man
Aa ud chalein hum
Sab pare kar
Aa ud chalein hum
Zami pe rehke
Tamnna chand ki kar
Chand chhuna hai to
Chal udan bhi to bhr pr
Udein bhi to pahunche kahi na
Shayad ye rah hi sahi na
Hustle m kami rahi kya?
Fasal jo ugi abhi na
Na jaane kitna or waqt lagega
Na jaane kitna or sabar rahega
Na jaanne wale mujhe kitne thehere
Jaane wale bhi sab kuch Na jaane
Jinhone maare taane
Mujhe yaad hein saare
Todne ki koshish kari Har tarha se
Mohra banake Apno late
Hum fir bhi aage badhe ladkhadate
Hn
Waqt office ka h pr
Kaha lage kaam m maan
Ab mera maan kare bhs
Ki aa ud chalein hum
Aa ud chalein hum
Aa ud chalein hum
Sab pare kar
Aa ud chalein hum
Zami pe rehke
Tamnna chand ki kar
Chand chhuna hai to
Chal udan bhi to bhar
Credits
Writer(s): Dreamer Raja
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.