Lehra Do - From "83"

Apna hai din yeh aaj ka
Duniya se jaake bol do, bol do
Aise jaago re, saathiyon
Duniya ki aankhein khol do, khol do

Lehra do, lehra do
Sarkashi ka parcham lehra do
Gardish mein phir apni
Sarzameen ka parcham lehra do

Lehra do, lehra do
Sarkashi ka parcham lehra do
Gardish mein phir apni
Sarzameen ka parcham lehra do

Ho, haath dhar ke baithne se kya bhala kuch hota hai?
(Ho, haath dhar ke baithne se kya bhala kuch hota hai?)
Jaa, lakeeron ko dikha kya zor-e-bazu hota hai
(Jaa, lakeeron ko dikha kya zor-e-bazu hota hai)

Himmat-e-mardaan agar ho, sang Khuda bhi hota hai
Jaa, zamane ko dikha de, khud mein dum kya hota

Lehra do, lehra do
Sarkashi ka parcham lehra do
Gardish mein phir apni
Sarzameen ka parcham lehra do

Lehra do, lehra do
Sarkashi ka parcham lehra do
Gardish mein phir apni
Sarzameen ka parcham lehra do

Lehra do, lehra do
Lehra do, lehra do
Lehra do, lehra do
Lehra do, lehra do

Lehra do, lehra do
Lehra do, lehra do
Lehra do, lehra do
Lehra do, lehra do

Lehra do, lehra do
Sarkashi ka parcham lehra do
Gardish mein phir apni
Sarzameen ka parcham lehra do



Credits
Writer(s): Pritam, Kausar Munir
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link