Chehra

Chehra mera tha nigaahein thein uss ki
Khamoshi main bhi woh baatein uss ki
Meray chehray pe ghazal likhtee gaeen
Sher kehtee huween aankhein uss ki
Chehra mera tha nigaahein thein uss ki
Aisay mausam bhi guzaray hum nay
Subhain jab apni thein shaamein uss ki
Chehra mera tha nigaahein thein uss ki
Khamoshi main bhi woh baatein uss ki
Neend iss soch say tooti aksar
Kis tarah katteen hain raatain uss ki
Chehra mera tha nigaahein thein uss ki
Khamoshi main thi woh baatein uss ki

Sher kehtee huween aankhein uss ki
Chehra mera tha nigaahein thein uss ki
Khamoshi main thi woh baatein uss ki
Aisay mausam bhi guzaray hum nay
Subhain jab apni thein shaamein uss ki
Chehra mera tha nigaahein thein uss ki
Khamoshi main thi woh baatein uss ki
Chehra mera tha nigaahein thein uss ki
Khamoshi main thi woh baatein uss ki
Chehra mera tha Chehra nigaahein thein uss ki
Khamoshi main thi woh baatein uss ki
Chehra mera tha Chehra nigaahein thein uss ki
Chehra mera tha
Chehra mera tha
Chehra mera tha



Credits
Writer(s): Salman Ahmad, Sabir Zafar, Rohail Hyatt, Shehzad Hasan
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link