Kya Kabhi

Kya maine kabhi kaha tujhe
Ki mere liye tu apni Jaan de
Itna bus kaha tujhe
Ki mujhko apna tu man le

Kya Kabhi socha tune
Mera Dil todkar
Kal Teri bhi Bari aaegi
Yah tu Jaan le

Sab hai pareshan yahan
Is duniya mein rahakar
Kal tujhe bhi yah bahut satayegi
Teri harkatein dekhkar

Aa
Mujhse hoti na yah baten sari
Jo kahate Hain apnon per Baji Mari
Kyon kya dekhi tune duniya sari
Jo tu kahta hai khud Ko Bhari

Mere gum hai bahut jyada Bhari
Jo maine sari chijen Hari
Vah gai per wapas na aari
Sab Luta Mera yah Jaan jari

Kyon, hun pareshan mein
Kyon, ja Raha nuksan mein
Kyon Dard raha na Insan mein
Kyon yah raste sunsan hai

Kyun main fasa is jaam mein
Kyon mujhe milta na aaram hai
Kyon mujhse kisi ka Na kaam hai
Kyon yah raste sunsan hai

Han ab Karta main acchi baten
Tabhi se meri Badli hai raten
Vah Mila hi nahin hamen jaate
Boli mujhe apnon ne yah baten

Kya Karun mere pass time nahin hai Ji
Inke ganon mein yahan rhyme nahin hai
Kyunki inke pass mind nahin hai Ji
Kiya Maine bada crime nahin hai

Char diwaron me Bandha Hun main
Char kandhon per Lada Hun main
Kitne hi rang mein Ranga Hun main
Sab galat hokar bhi changa Hun main

Mujhe kahate Hain sare tu rahata hai gum sa
In taklifon mein main ab jhumo kya
Jo milta hi nahin use ab dhundu kya
Jo apna hi nahin usmein ab ghumo kya

Aye Main rahata nahin hun pareshan
Aye Rahata nahin hun pareshan
Main Kabhi rah nahin pareshan
Main rahata nahin hun pareshan

Aye Rahata nahin hun pareshan
Main Kabhi rah nahin pareshan
Bhagwan sab karde tu aasan
Main Kabhi rah nahin pareshaan

Bhagwan se yah Mannat mangu
Apni maa ke liye Jannat mangu
Jitni jyada ho sake
Utani jyada Mangu

Bhagwan se yah Mannat mangu
Apni maa ke liye Jannat mangu



Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link