The Ballad of Confidence
Puche log aya kyu bhilai se churchgate
Mixing kari sort kyu ki gaano ko mili hate
Time na dunga karne koi debate
Khatam hua wait mark karlo date
(2024)
Kahen Mumbai sapno ka jahan
Na koi mera competition yahan
Khud se hi behtar hai banne ki chahat
Kaamyabi iraade na lete ye rahat
Main Worli me based
Mere gaano me bass
Mere gaane seaface
Mera flow lazer ray
Leke aao dard
Na koi darr
Har jagah music
Tu dekhe jidhar
Mujhe lage ab main chahe jo bhi karun
Na kar parwah kyuki main na karun
Subha ho rahi main khidki pey hun
Niche khoya mila mere dil ka junoon
Mujhe lage ab main chahe jo bhi karun
Na kar parwah kyuki main na karun
Subha ho rahi main khidki pey hun
Niche khoya mila mere dil ka junoon
Main lagun seedha saada
Kahen mujhe log
Par main jaise aaina
Dikhaun jo tum ho
Fitrat se acha
Main dil hai na parkha
Nishana rahe machli ki aankho pey roz
Lakhon shabd dikhe mujhe khaali diwaaro pe
Sunn kar thak gaya hun ki beta tum haroge
Nakliyat utaroge ego se bahar hoke
Khamiyan pehchanoge khud ko sawaroge
Uljhe ye mujhse faaltu baaton pey roz
Yahan!
Google kren mere shows
Kahan?
Jhuti duayen
Mayavi Mumbai
Jaane agaya hoon main kahan
Teeno lok ab mujhe lage ek
Jahan
Fresco Akash yahan
Bje west soul yahan
(Its time for G funk)
Saade saati aur kaale badal ye chaaye
Maango bhi toh na koi madad ko aaye
Birthday pey barabar DP lagaye
Wishes hi aaye topi pehnaye
Rishte na ye mere samajh me aaye
Mujhe lage ab main chahe jo bhi karun
Na kar parwah kyuki main na karun
Subha ho rahi main khidki pey hun
Niche khoya mila mere dil ka junoon
Mujhe lage ab main chahe jo bhi karun
Na kar parwah kyuki main na karun
Subha ho rahi main khidki pey hun
Niche khoya mila mere dil ka junoon
Chal kar dekhun main yahan
Rah le jati hai ye kahan
Jal kar dekhun main yahan
Kya bachta hai inn lapton ke tej se
Ya sirf dhuan
Mixing kari sort kyu ki gaano ko mili hate
Time na dunga karne koi debate
Khatam hua wait mark karlo date
(2024)
Kahen Mumbai sapno ka jahan
Na koi mera competition yahan
Khud se hi behtar hai banne ki chahat
Kaamyabi iraade na lete ye rahat
Main Worli me based
Mere gaano me bass
Mere gaane seaface
Mera flow lazer ray
Leke aao dard
Na koi darr
Har jagah music
Tu dekhe jidhar
Mujhe lage ab main chahe jo bhi karun
Na kar parwah kyuki main na karun
Subha ho rahi main khidki pey hun
Niche khoya mila mere dil ka junoon
Mujhe lage ab main chahe jo bhi karun
Na kar parwah kyuki main na karun
Subha ho rahi main khidki pey hun
Niche khoya mila mere dil ka junoon
Main lagun seedha saada
Kahen mujhe log
Par main jaise aaina
Dikhaun jo tum ho
Fitrat se acha
Main dil hai na parkha
Nishana rahe machli ki aankho pey roz
Lakhon shabd dikhe mujhe khaali diwaaro pe
Sunn kar thak gaya hun ki beta tum haroge
Nakliyat utaroge ego se bahar hoke
Khamiyan pehchanoge khud ko sawaroge
Uljhe ye mujhse faaltu baaton pey roz
Yahan!
Google kren mere shows
Kahan?
Jhuti duayen
Mayavi Mumbai
Jaane agaya hoon main kahan
Teeno lok ab mujhe lage ek
Jahan
Fresco Akash yahan
Bje west soul yahan
(Its time for G funk)
Saade saati aur kaale badal ye chaaye
Maango bhi toh na koi madad ko aaye
Birthday pey barabar DP lagaye
Wishes hi aaye topi pehnaye
Rishte na ye mere samajh me aaye
Mujhe lage ab main chahe jo bhi karun
Na kar parwah kyuki main na karun
Subha ho rahi main khidki pey hun
Niche khoya mila mere dil ka junoon
Mujhe lage ab main chahe jo bhi karun
Na kar parwah kyuki main na karun
Subha ho rahi main khidki pey hun
Niche khoya mila mere dil ka junoon
Chal kar dekhun main yahan
Rah le jati hai ye kahan
Jal kar dekhun main yahan
Kya bachta hai inn lapton ke tej se
Ya sirf dhuan
Credits
Writer(s): Akash Chauhan
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.