Kho Gaya
Mil kr tumse na jaane, dil ko kya hai hua
Dhadkanon ne thaama tera aanchal, piche fir chal diya
Pehle toh aise main krta nahi tha
Ab jo main krne laga
Pehle toh raahein bhatakta nahi tha
Pr ab bhatakne laga
Aankhon mein teri kho gaya
Tujhse mila main tera ho gaya
Koi nasha hai teri aankhon mein
Dil ye mera vahin kho gaya
Hai alag hi jahan teri raahon mein
Mujhe rehna vahan teri baahon mein
Tu jo door ho, dil ko chain nahi
Mujhe milta sukoon mulakaton mein
Raahon mein teri kho gaya
Dil ye banjara sa ho gaya
Koi mehak hai teri raahon mein
Dil ye mera vahin kho gaya
Jaane kaisa sukoon teri baaton mein
Tu hi ho sang subh, tu hi raaton mein
Teri dhun mere kaanon mein ghule
Tera haath rahe mere haathon mein
Baaton mein teri kho gaya
Tujhko suna main tera ho gaya
Koi uljhan hai teri baaton mein
Dil ye mera vahin kho gaya
Dhadkanon ne thaama tera aanchal, piche fir chal diya
Pehle toh aise main krta nahi tha
Ab jo main krne laga
Pehle toh raahein bhatakta nahi tha
Pr ab bhatakne laga
Aankhon mein teri kho gaya
Tujhse mila main tera ho gaya
Koi nasha hai teri aankhon mein
Dil ye mera vahin kho gaya
Hai alag hi jahan teri raahon mein
Mujhe rehna vahan teri baahon mein
Tu jo door ho, dil ko chain nahi
Mujhe milta sukoon mulakaton mein
Raahon mein teri kho gaya
Dil ye banjara sa ho gaya
Koi mehak hai teri raahon mein
Dil ye mera vahin kho gaya
Jaane kaisa sukoon teri baaton mein
Tu hi ho sang subh, tu hi raaton mein
Teri dhun mere kaanon mein ghule
Tera haath rahe mere haathon mein
Baaton mein teri kho gaya
Tujhko suna main tera ho gaya
Koi uljhan hai teri baaton mein
Dil ye mera vahin kho gaya
Credits
Writer(s): Ankit Negee
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.