Sunlo Tumhe Hum (From "Captain Miller")
Sun lo, tumhein hum sunaye
Ek behrupiye ki prem kahaani
Haan, bhed ki khaal odhe
Tha woh ek shaatir shikaari
Woh aaya saj-dhaj ke
Zara dabe paon chal ke
Haan, sab ki nazar se woh
Idhar bachke-bachke
Woh baanka bada chhaila
Rang jiska mat-maila
Dil kis ka churane ko
Jaane chupke-chupke
Chori ho aisi, kisi ko bhi
Ho na khabar kaan-o-kaan
Kasturi kundal basi hai
Aur usmein basi mrig ki jaan
Jo chhupa jhaadiyon mein
Le zeher naadiyon mein
Woh tittar-bittar, idhar-udhar
Hawa ki tarah
Jo saadhe nazar
Dekhe jidhar nishana bana
Na sangi koi, na saathi koi
Woh khud se hi laayega ek din subah
Chori ho aisi, kisi ko bhi
Ho na khabar kaan-o-kaan
Kasturi kundal basi hai
Aur usmein basi mrig ki jaan
Sau deep jal uthe toh
Lage raat jagmagaati
Woh saanch waali aanch leke
Badh chala aage
Woh jugnuon ki paatein
Woh roshni ki baatein
Ho chaand jaise aa gaya ho
Khud zameen pe
Bas gaya aankhon mein jo
Yahi toh hai woh roop jo
Kaali-kaali raaton mein
Taaron ka aanchal ho jaise koi
Sun lo, tumhein hum sunaye
Ek behrupiye ki prem kahaani
Woh aaya saj-dhaj ke
Zara dabe paon chal ke
Haan, sab ki nazar se woh
Idhar bachke-bachke
Chori ho aisi, kisi ko bhi
Ho na khabar kaan-o-kaan
Kasturi kundal basi hai
Aur usmein basi mrig ki jaan
Ek behrupiye ki prem kahaani
Haan, bhed ki khaal odhe
Tha woh ek shaatir shikaari
Woh aaya saj-dhaj ke
Zara dabe paon chal ke
Haan, sab ki nazar se woh
Idhar bachke-bachke
Woh baanka bada chhaila
Rang jiska mat-maila
Dil kis ka churane ko
Jaane chupke-chupke
Chori ho aisi, kisi ko bhi
Ho na khabar kaan-o-kaan
Kasturi kundal basi hai
Aur usmein basi mrig ki jaan
Jo chhupa jhaadiyon mein
Le zeher naadiyon mein
Woh tittar-bittar, idhar-udhar
Hawa ki tarah
Jo saadhe nazar
Dekhe jidhar nishana bana
Na sangi koi, na saathi koi
Woh khud se hi laayega ek din subah
Chori ho aisi, kisi ko bhi
Ho na khabar kaan-o-kaan
Kasturi kundal basi hai
Aur usmein basi mrig ki jaan
Sau deep jal uthe toh
Lage raat jagmagaati
Woh saanch waali aanch leke
Badh chala aage
Woh jugnuon ki paatein
Woh roshni ki baatein
Ho chaand jaise aa gaya ho
Khud zameen pe
Bas gaya aankhon mein jo
Yahi toh hai woh roop jo
Kaali-kaali raaton mein
Taaron ka aanchal ho jaise koi
Sun lo, tumhein hum sunaye
Ek behrupiye ki prem kahaani
Woh aaya saj-dhaj ke
Zara dabe paon chal ke
Haan, sab ki nazar se woh
Idhar bachke-bachke
Chori ho aisi, kisi ko bhi
Ho na khabar kaan-o-kaan
Kasturi kundal basi hai
Aur usmein basi mrig ki jaan
Credits
Writer(s): Sajeev Sarathie
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.