Last Journey

Hai aakhari yeh safar
Tu chal le do ghadi humsafar
Hai aakhari yeh dagar
Main jee uthu tu chule agar
Haan ban gaya hu main vo nafar
Jhoothi hassi jo chupaye sara dard
Hai aakhari yeh safar
Hai aakhari

Bikhar gaya hu main jaise tinko mein
Ghirr gaya hu main inn gam ke lipto se
Naa dhundho mujhe mera naa pata koi
Naa ghar gaya hu jabse tum naa chokhat pe
Dekhu ab kahi dikhe teri basar
Ab main aur unki yaadein aur kaali dagar
Unke binn jau main sambhal agar
Khuda ne kaha yeh mumkin nahi hai iss janam

Ashk naa gire ab, ashko mein teri yaadein
Jo yaadein beh jay toh kaise hum jee paay
Nasha bhi ab naa hota, toh kya hi hum pee jay
Hum jee uthenge firr se, agar pal tere sang mil jay
Yeh duniya naa ab meri
Main khud hi khud ka sathi
Vo kahe hasle pagal
Jhoothi hassi bhi naa aati
Jab dil hai kahi aur, toh saasein ruk-ruk kar hai aati
Vo khush hai tujhse door
Baatein yeh khudko hai sikhali

Hai aakhari yeh safar
Tu chal le do ghadi humsafar
Hai aakhari yeh dagar
Main jee uthu tu chule agar
Haan ban gaya hu main vo nafar
Jhoothi hassi jo chupaye sara dard
Hai aakhari yeh safar
Hai aakhari



Credits
Writer(s): Aditya Dubey
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link