Tera Shukriya
Uski tasveeron se karta baatein har raat
Meri gunahon ka saza woh rahi hai kaat
Mai toh chahke bhi de na paya uska saath
Dil ki khamoshi chila rahi uska naam
Khamiyan thi meri, woh nahi hai bewafa
Woh jitni mujhse karti thi mohabbat
Mai uska adha bhi na kar saka
Toh dono mai hai bas faasle
Jo dilati hai uski yaad mujhe har dafa
Mhurjaye phul chehek uthte uske choone se
Bagh banjate bayabaan uske dur hoone pe
Zindagi sambhal jati uske saath rehene se
Woh aaj bhi hai mere dil ke har ek koone mai
Woh itni khoobsurat ki taare bhi sharma jaye
Uske aane se hawaaon ka ehsaas tham jaye
Uski akhen dekh maan mai fitoor aa jaye
Chand bhi uski chehre ka noor bhool na paye
Khuda agar tu sun sakta hai mujhe
Toh meri vinti hai ki uska dil aur mat todna
Safar pe uska haath kabhi mat chhodna
Hamesha uski rah ko roshni ki taraf modna
Uske har ek bure daur mai uske saath rehena
Jin raaston pe jaye unpe gulaab dal dena
Uski saari khwaison ko pura kar dena
Aur roona chahe toh uski ansoo mujhe de dena
Tujhe aaj dekh ke hui naam aankhen meri
Likh raha mai saari yaaden teri
Har chizen karte bas baaten teri
Tere bina tanha ye kaali raaten meri
Maaf kar dena jo mai tere na hua
Milke bhi tumse dur jaana jo pada
Par tu hamesha rahe khush
Mai tere liye kar raha hoon dua
Mai karun tera shukriya
Tune andhere se mujhe bhar kiya
Mai karun tera shukriya
Bure waqt pe tune mera saath diya
Tera shukriya
Mai karun tera shukriya
Saath dene ke liye shukriya
Tera shukriya
Meri gunahon ka saza woh rahi hai kaat
Mai toh chahke bhi de na paya uska saath
Dil ki khamoshi chila rahi uska naam
Khamiyan thi meri, woh nahi hai bewafa
Woh jitni mujhse karti thi mohabbat
Mai uska adha bhi na kar saka
Toh dono mai hai bas faasle
Jo dilati hai uski yaad mujhe har dafa
Mhurjaye phul chehek uthte uske choone se
Bagh banjate bayabaan uske dur hoone pe
Zindagi sambhal jati uske saath rehene se
Woh aaj bhi hai mere dil ke har ek koone mai
Woh itni khoobsurat ki taare bhi sharma jaye
Uske aane se hawaaon ka ehsaas tham jaye
Uski akhen dekh maan mai fitoor aa jaye
Chand bhi uski chehre ka noor bhool na paye
Khuda agar tu sun sakta hai mujhe
Toh meri vinti hai ki uska dil aur mat todna
Safar pe uska haath kabhi mat chhodna
Hamesha uski rah ko roshni ki taraf modna
Uske har ek bure daur mai uske saath rehena
Jin raaston pe jaye unpe gulaab dal dena
Uski saari khwaison ko pura kar dena
Aur roona chahe toh uski ansoo mujhe de dena
Tujhe aaj dekh ke hui naam aankhen meri
Likh raha mai saari yaaden teri
Har chizen karte bas baaten teri
Tere bina tanha ye kaali raaten meri
Maaf kar dena jo mai tere na hua
Milke bhi tumse dur jaana jo pada
Par tu hamesha rahe khush
Mai tere liye kar raha hoon dua
Mai karun tera shukriya
Tune andhere se mujhe bhar kiya
Mai karun tera shukriya
Bure waqt pe tune mera saath diya
Tera shukriya
Mai karun tera shukriya
Saath dene ke liye shukriya
Tera shukriya
Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.