Ek Sawaal (feat. Vasu Atray)

Aao na hum phir milein
Mita bhi dein ye faaslein

Aao hum milein samandaron ke paar
Samandaron ke paar
Ek aasmaan mein
Jaha mai tera hu tu meri ho
Aur Aashiqui bhi bikhri ho jahan fizaa mein

Is zindagi mein na sukoon mile
Na tujhko mai milu aur na mujhko tu mile
Kyu na jaana saare khaab poore hote
Hum kitne pyaare lagte agar jo saath mein hum hote

Tu Meri Kyun Nahin
Tu Meri Kyun Nahin
Tu Meri Kyun Nahin
Mere Dil Ka Ek Sawaal

Tu Meri Kyun Nahin
Mai Tera Kyun Nahin
Tu Meri Kyun Nahin
Roz Aata Ye Khayal

Tu Meri Kyun Nahin
Tu Meri Kyun Nahin
Tu Meri Kyun Nahin
Mere Dil Ka Ek Sawaal

Tu Meri Kyun Nahin
Tu Meri Kyun Nahin
Tu Meri Kyun Nahin

Akki
Sabar Harf ilm Fazar Aashiqui
Maangta Aapse Laapata Is Khayal me
Ke tu door kyu hai mujhse aa gale lagale mujhko
Mai baahon mein bithake jee bharke dekhu tujhko

Tu bhi ek nazar jo mujhko dekhle
Aur tere in labon se jo tu mera naam le
To theher jayega ye dil mera
Sukoon payega jo barson se tadap raha

Teri kasam
Mai phoolon ke sheher se tere lie ishq launga
Taraash ke jo tujhko ho pasand
Ghaliban
Tu tere dil ke ek hisse me aaj bhi hai meri
Mujhe maar dega ye bharam

Mere Ek Sawaal ka jawab de

Tu Meri Kyu Nahin
Tu Meri Kyu Nahin
Mai Tera Kyu Nahin
Tu Meri Kyu Nahin
Tu Meri Kyu Nahin

Meri Nahi
Kyu Meri Nahin
Tu Kyu Meri Nahin

Tu Kyu Meri Nahin
Tu Kyu Meri Nahin
Tu Kyu Meri Nahin



Credits
Writer(s): Akshay Kumar, Tera Yaar Akki, Vasu Atray
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link