Naye Panno Se

Haan hum hain yahan, tum dekh rahe ho kahan?
Haan hum hain yahan, yahi paas mein, dil deke tumhe
Kya hua un vaadon ka? Wajood na mila
Kya hua un baaton ka? Matlab hi na raha

Woh kasme, woh vaadein, jaise jalta hua kitaab
Woh yaadein, woh baatein, lag raha hai ek sapna
Woh roshni, woh qurbat, ab bhujh rahi hai
Ek saath jo hona tha, ab banchuka hai museebat
Taqdeer ne jo bhi ho badla, par junoon nahi humara
Woh hai jaise woh tha, pehli mulaqat mein

Aao likhe naye panno se, ek nayee kahani
Shuruwat hoti hai, muskurahat ki raahon se
Aao likhe naye panno se, ek nayee kahani
Shuruwat hoti hai, muskurahat ki raahon se

Jalta hua ye dhoop hai, par phool kyun khil rahe hain?
Ped ke neeche hokar bhi, hume chhav naseeb na ho raha
Paas hokar bhi kyun, ab lag raha hai ki hai milo door
Sannaton mein bhi sunai na de rahi hain, dil ki ye dhadakane
Dil ki ye dhadakane, dil ki ye dhadakane

Aapke marzi ke ghulaam, hukum karein
Hukum karein aur kehdein ek baar
Kehdein ek baar ki

"Aao likhe naye panno se, ek nayee kahani"
"Shuruwat hoti hai, muskurahat ki raahon se"
"Aao likhe naye panno se, ek nayee kahani"
"Shuruwat hoti hai, muskurahat ki raahon se"



Credits
Writer(s): Nihal Doddamani
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link