Jinke Hriday Mein Ram

Shri Ram-Ram, jay Ram-Ram
Jay Ram-Ram, jay Ram-Ram
Shri Ram-Ram, jay Ram-Ram
Jay Ram-Ram, jay Ram-Ram

Jinke hriday shri Ram basay
Woh Hanuman Gosai hain
(Jinke hriday shri Ram basay)
(Woh Hanuman Gosai hain)
Haan, Jinke hriday shri Ram basay
Woh Hanuman Gosai hain

Jahaan hain Bajrang, Ram wahi hain
Yeh unki parchhai hain
(Jahaan hain Bajrang, Ram wahi hain)
(Yeh unki parchhai hain)

Jay-jay Ram, jay-jay Ram
Ram, jay-jay Ram
Jay-jay Ram, jay-jay Ram
Ram, jay-jay Ram

Hanuman ke har sevak pe Ram kripa kar dete hain
(Ram kripa kar dete hain)
Hanuman se pehle hi Raghu har jholi bhar dete hain
(Raghu, har johli bhar dete hain)
Darshan dene Raghunandan ke sath Siya bhi aayi hain

(Jinke hriday shri Ram basay)
(Woh Hanuman Gosai hain)
(Jinke hriday shri Ram basay)
(Woh Hanuman Gosai hain)
(Jinke hriday shri Ram basay)
(Woh Hanuman Gosai hain)

Sankat katein, mitay sab peeda, kripa jo Hanuman kare)
(Kripa jo Hanuman kare, kripa jo Hanuman kare)
Kyun phir na hum Ram ke sevak Hanuman ka dhyan karein?
Pawansut Hanuman ne jeevan mein sukh ki kaliyan barsaayi hain)

(Jinke hriday shri Ram basay)
(Woh Hanuman Gosai hain)

Jahaan hain Bajrang, Ram wahi hain
Yeh unki parchhai hain
(Jahaan hain Bajrang, Ram wahi hain)
(Yeh unki parchhai hain)

Jinke hriday shri Ram basay
Woh Hanuman Gosai hain

Shri Ram-Ram, jay Ram-Ram
Jay Ram-Ram, jay Ram-Ram
Shri Ram-Ram, jay Ram-Ram
Jay Ram-Ram, jay Ram-Ram

Shri Ram-Ram, jay Ram-Ram
Jay Ram-Ram, jay Ram-Ram
Shri Ram-Ram, jay Ram-Ram
Jay Ram-Ram, jay Ram-Ram

Shri Ram-Ram, jay Ram-Ram
Jay Ram-Ram, jay Ram-Ram
Shri Ram-Ram, jay Ram-Ram
Jay Ram-Ram, jay Ram-Ram

Shri Ram-Ram, jay Ram-Ram
Jay Ram...



Credits
Writer(s): Sushil Kumar
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link