Saari Duniya Jalaa Denge (Extended Film Version)
Ho, baddlan ne meenh paaya ae
Ho, baddlan ne meenh paaya ae
Ho, jeehda intezaar si, aaj, Rabba, ohi din aaya ae
Ho, jeehda intezaar si, aaj, Rabba, ohi din aaya ae
Pada maut se paala mera
Ho, pada maut se paala mera
Ya aaj main rahunga ya saamne waala mera
Ya aaj main rahunga ya saamne waala mera
Yeh jalte sooraj se
Yeh tez hawa, haaye, yeh zamaane se
Tere liye aayenge
Bachaayenge tujhe doob jaane se
Oh, rehna tere saath hai maine
Ho, chhoone tere haath hain maine
Ho, pooja teri karni hai
Har din-raat hai maine
Ho, yoon hi rone nahin doonga
Ho, yoon hi rone nahin doonga
Main jab tak zinda, tujhe kuch hone nahin doonga
Oh, sab kuch hi mita denge
Oh, saare hosh ganwa denge
Agar tujhe ho gaya kuch, saari duniya jala denge
Agar tujhe ho gaya kuch, saari duniya jala denge
Roz rona maar dega
Roz rona maar dega
Papa, mujhe aap ka na hona maar dega
Papa, mujhe aap ka na hona maar dega
Ho, mera deen-eemaan hai tu
Ho, mera deen-eemaan hai tu
Papa, main teri dhadkan hoon aur meri jaan hai tu
Papa, main teri dhadkan hoon aur meri jaan hai tu
Baadal jo aaye the, aag barsaaye
Hata diye saare
Oh, tere-mere andar jo darr ke the parde
Utha diye saare
Oh, baadal jo aaye the, aag barsaaye
Hata diye saare
Ho, tere-mere andar jo darr ke the parde
Utha diye saare
Utha diye saare
Ho, ek dukh paas rakhna hai
Ho, ek dukh paas rakhna hai
Ho, jisko mitaana hai, haaye, woh bhi toh apna hai
Ho, jisko mitaana hai, haaye, woh bhi toh apna hai
Oh, saara bojh utaar diya
Ho, saara bojh utaar diya
Dekh, tere khoon ne teri maut ko maar diya

Credits
Writer(s): Jaani
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.