Tu Milta
Maine pucha hai tere baare mein
Aana chahu main tu batla re yeh
Teri baatein yeh mujhko dasti hai
Raatein kaatu main tere khwabon mein
Tu milta khwabon mein par
Mere sang tu nahi kyu
Saari galti ko batata
Tu yahi hai yeh jatata
Teri rat rat bhar main rahein taake jaun
Teri meri baatein karke rota hi main jaun
Khwaab tere poore karne sapne mein aau
Teri baatein Teri baatein karta hi main jau
Tune hi diye hai mujhe yeh saare dhoke
Mai hi tha wo jisne diye the tujhe moke
Kaatein din raat in ankhiyo se roke
Afsanay nikle meri kalmo se hoke
Tu ruthna chahe
Main bolna chahu
Naye raaste jaye
Dil kho hi kyu jaye
Mere sang na tu hai
Raaste naye hai
Kaatu kaise main tu bata
Jo bhi kahu main sab tu sune par
Kuch na kahe jaane kyu
Kaisi ho gayi khata mujhse
Roothne laga khudse
Kaise yeh sahu janu na
Jaisi rahe mile mujhse
Waisi Manzilo pe khudse chalta chala ja raha
Tu milta khwabon mein par
Mere sang tu nahi kyu
Saari galti ko batata
Tu yahi hai yeh jatata
Aana chahu main tu batla re yeh
Teri baatein yeh mujhko dasti hai
Raatein kaatu main tere khwabon mein
Tu milta khwabon mein par
Mere sang tu nahi kyu
Saari galti ko batata
Tu yahi hai yeh jatata
Teri rat rat bhar main rahein taake jaun
Teri meri baatein karke rota hi main jaun
Khwaab tere poore karne sapne mein aau
Teri baatein Teri baatein karta hi main jau
Tune hi diye hai mujhe yeh saare dhoke
Mai hi tha wo jisne diye the tujhe moke
Kaatein din raat in ankhiyo se roke
Afsanay nikle meri kalmo se hoke
Tu ruthna chahe
Main bolna chahu
Naye raaste jaye
Dil kho hi kyu jaye
Mere sang na tu hai
Raaste naye hai
Kaatu kaise main tu bata
Jo bhi kahu main sab tu sune par
Kuch na kahe jaane kyu
Kaisi ho gayi khata mujhse
Roothne laga khudse
Kaise yeh sahu janu na
Jaisi rahe mile mujhse
Waisi Manzilo pe khudse chalta chala ja raha
Tu milta khwabon mein par
Mere sang tu nahi kyu
Saari galti ko batata
Tu yahi hai yeh jatata
Credits
Writer(s): Anmol Sharma
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.