BHOORA

(BHOORA)
(Chal chal)

Chal badh badh bhoore
Kisi ka bhi kaha na kar
Kisi ki bhi raah na sun
In baaton mein paun na sar, bas badh, jung lad mar bhoore
Chal badh badh bhoore
Chal badh badh bhoore
Kisi ka bhi kaha na kar
Kisi ki bhi raah na sun
In baaton mein paun na sar, bas badh, jung lad mar
Chal chal chal

Gutli ye launde, inke rap saare aam se hain
Khauf inke zehen bhare, sapno se kaanpte hain
Dhuaan meri saans jaise nasha toh hawa mein hain
Maan bhoore saare khel is dimaag ke hain
Phir
Hindi mein kiya spit, maine flow kiya switch
Dhuaan meri saas, jaise nasha meri bitch
Gaand phati laundo ki yaha awaaz aayi chir
Ye athattar hai bhoore yaha jaane jaati bik
Chal bhid mat
Saare laat ke ye bhoot, ye inki fitrat
Mere baap ne kamaya, meri kismat
Bola maine banna mujhe aisa, unne kaha launde jaake gaand ghis ab
Bann Legend
Jaanta 4 Lucy jo dikha deti heaven
Bade bade bol - Kiski ma? Kiski behen?
Jo bhaukta hai bhoore, apni khaal pe bhi pehen
Phati gaand jaise denim uh

Chal chal
Chal chal
Chal chal

Chal badh badh bhoore
Kisi ka bhi kaha na kar
Kisi ki bhi raah na sun
In baaton mein paun na sar, bas badh, jung lad mar bhoore
Chal badh badh bhoore
Chal badh badh bhoore
Kisi ka bhi kaha na kar
Kisi ki bhi raah na sun
In baaton mein paun na sar, bas badh, jung lad mar
Chal chal chal



Credits
Writer(s): Aryan Sharma
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link