Kalyug
Kalyug me swagat hai
Kalyug ki gulliyo me aatank hai
Kalyug me dharmyudh hi naatak hai
Kalyug me swagat hai
Kalyug me bandook hifasat hai
Khakee vardi se bagawat hai
Kalyug me Swagat hai
Kalyug me bikta insaaf
Hai Bikti adalate
Bikta imaan
Kalyug me Paisa hi power hai
Kalyug me swagat hai
Kalyug me Swagat hai
Kalyug ki gulliyo me aatank hai
Kalyug me swagat hai
Khakee vardi se bagawat hai
Kalyug me swagat hai
Kalyug me paisa hi power hai
Kalyug me swagat hai
Kya padhu quran
Kya ved puran me
Likha hai dede jo
Roti ek bhooke kisaan ko
Par padha to mile jawab
Un shayad sawalo k
Rato me sone na de
Jo ek mare jawan ki maa ko
Kalyug me raam ni
Kalyug me aasaram
Karu kya pratharna
Bikte akhbaar hai
News Story
Rozana chapti subhe satya ki hatya ki dastan
Dilli me dhuan hai aati ab saas na
Devi ki pooja or beti ki vardaat
Or us beti ka kya jiske jeene se
Pehle hi marne ka sauda kiya
Or kala lifafa liya uski laash ka
Nadi me fek, peti ek doctor ko de
Jaan ki baazi hai paise ka khel
Mujhe samajh ni aati ye duniya
Khate hai khane ki mez pe raaz
Diye jo apas me apno ne apno ki peeth pe ghaav, nafrat hai jhoot se
Par mai bhi sacha nai
Ham bhi majboor hai
Tum bhi majboor the
Par majboori ka karan koi acha nai
Ache se hasta nai koi
Rote hue aye the ladte hue jana
Ache se marta ni koi
Kya hai sahi kya hai nahi
Farak padta ni koi
Dharmo k laro me karmo se bachta ni koi
Kalyug me swagat
Sala koi kalyug me paap se darta hi nai
Koi darta hi nahi
Mai ni koi Prophet
Har Pocket me quoteable ki koshish ki
And i look back feel like I got it
Grantho k panno ko dharmo
Ki nazro hatake dekho
To vo khali lagne lage knowledge
Vardi ka khauf, gardi me neta hai
State ka malik mantri ka beta hai
Likhu bekhauf ye sare hai chor
Kisi k baap ka hamko kya dena hai?
Aadhe hai smack me
Kuch lage satto me
Aadhe kitabo me
Kuch lage katto me
Kuch mare sarhad pe
Kuch mare sadko pe
Kuch mare bhook se
Kuch mare karzo se
Marna asaan, jeena ek aafat hai
Nark yahi jana kaha par hai
Poocho bhagwan se kya
Kalyug me mrityu shahadat hai
Kalyug me swagat hai
Kalyug ki gulliyo me aatank hai
Kalyug me dharmyudh hi naatak hai
Kalyug me swagat hai
Kalyug me bandook hifasat hai
Khakee vardi se bagawat hai
Kalyug me Swagat hai
Kalyug me bikta insaaf
Hai Bikti adalate
Bikta imaan
Kalyug me Paisa hi power hai
Kalyug me swagat hai
Kalyug me Swagat hai
Kalyug ki gulliyo me aatank hai
Kalyug me swagat hai
Khakee vardi se bagawat hai
Kalyug me swagat hai
Kalyug me paisa hi power hai
Kalyug me swagat hai
Kalyug ki gulliyo me aatank hai
Kalyug me dharmyudh hi naatak hai
Kalyug me swagat hai
Kalyug me bandook hifasat hai
Khakee vardi se bagawat hai
Kalyug me Swagat hai
Kalyug me bikta insaaf
Hai Bikti adalate
Bikta imaan
Kalyug me Paisa hi power hai
Kalyug me swagat hai
Kalyug me Swagat hai
Kalyug ki gulliyo me aatank hai
Kalyug me swagat hai
Khakee vardi se bagawat hai
Kalyug me swagat hai
Kalyug me paisa hi power hai
Kalyug me swagat hai
Kya padhu quran
Kya ved puran me
Likha hai dede jo
Roti ek bhooke kisaan ko
Par padha to mile jawab
Un shayad sawalo k
Rato me sone na de
Jo ek mare jawan ki maa ko
Kalyug me raam ni
Kalyug me aasaram
Karu kya pratharna
Bikte akhbaar hai
News Story
Rozana chapti subhe satya ki hatya ki dastan
Dilli me dhuan hai aati ab saas na
Devi ki pooja or beti ki vardaat
Or us beti ka kya jiske jeene se
Pehle hi marne ka sauda kiya
Or kala lifafa liya uski laash ka
Nadi me fek, peti ek doctor ko de
Jaan ki baazi hai paise ka khel
Mujhe samajh ni aati ye duniya
Khate hai khane ki mez pe raaz
Diye jo apas me apno ne apno ki peeth pe ghaav, nafrat hai jhoot se
Par mai bhi sacha nai
Ham bhi majboor hai
Tum bhi majboor the
Par majboori ka karan koi acha nai
Ache se hasta nai koi
Rote hue aye the ladte hue jana
Ache se marta ni koi
Kya hai sahi kya hai nahi
Farak padta ni koi
Dharmo k laro me karmo se bachta ni koi
Kalyug me swagat
Sala koi kalyug me paap se darta hi nai
Koi darta hi nahi
Mai ni koi Prophet
Har Pocket me quoteable ki koshish ki
And i look back feel like I got it
Grantho k panno ko dharmo
Ki nazro hatake dekho
To vo khali lagne lage knowledge
Vardi ka khauf, gardi me neta hai
State ka malik mantri ka beta hai
Likhu bekhauf ye sare hai chor
Kisi k baap ka hamko kya dena hai?
Aadhe hai smack me
Kuch lage satto me
Aadhe kitabo me
Kuch lage katto me
Kuch mare sarhad pe
Kuch mare sadko pe
Kuch mare bhook se
Kuch mare karzo se
Marna asaan, jeena ek aafat hai
Nark yahi jana kaha par hai
Poocho bhagwan se kya
Kalyug me mrityu shahadat hai
Kalyug me swagat hai
Kalyug ki gulliyo me aatank hai
Kalyug me dharmyudh hi naatak hai
Kalyug me swagat hai
Kalyug me bandook hifasat hai
Khakee vardi se bagawat hai
Kalyug me Swagat hai
Kalyug me bikta insaaf
Hai Bikti adalate
Bikta imaan
Kalyug me Paisa hi power hai
Kalyug me swagat hai
Kalyug me Swagat hai
Kalyug ki gulliyo me aatank hai
Kalyug me swagat hai
Khakee vardi se bagawat hai
Kalyug me swagat hai
Kalyug me paisa hi power hai
Kalyug me swagat hai
Credits
Writer(s): Geetansh Aggarwal, Nikhil Sinha, Swapnil Singh
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.