Nadi
Yaad hai vo
Ma ka aake jagana
Puraane gaane chalana
Subha
Kahaan gaye vo
Kitabon ke peechhe chhipke
Khayalon mein hee lipte
Kuch shaam
Kabhi iss gali se hee
Guzar gaye thhe hum
Nadi ye na rukegi
Iski tarah
Hum bhi beh chalein
Haan
Khabar mili hai
Ik khoobsurat chehra
Jiski aankhon ka rang gehra
Dikha
Asar hua hai
Kuch phool khil rahe hain
Kuch hoth sil gaye hain
Hain kya
Kabhi iss gali se hee
Guzar ke jaana tum
Nadi ye na rukegi
Beparvaah
Aao beh chalein
Raahein badal gayi
Jaane kab
Raatein pighal gayi
Jaane kab
Baahein sambhal gayi
Iss nadi sa badal ke kya main
Main raha hee nahi
Aankhein tehel gayi
Jaane kab
Chaahein machal gayi
Jaane kab
Saansein phisal gayi
Iss nadi sa badal ke kya main
Main raha hee nahi
Main raha hee nahi
Main raha hee nahi
Main raha hee nahi
Kabhi iss gali mein hee
Thehrenge ye kadam
Nadi ye na rukegi
Yaadon mein hum behte rahein
Yaad hai vo
Main raha hee nahi
Kahaan gaye vo
Main raha hee nahi
Yaad hai vo
Main raha hee nahi
Kahaan gaye vo
Ma ka aake jagana
Puraane gaane chalana
Subha
Kahaan gaye vo
Kitabon ke peechhe chhipke
Khayalon mein hee lipte
Kuch shaam
Kabhi iss gali se hee
Guzar gaye thhe hum
Nadi ye na rukegi
Iski tarah
Hum bhi beh chalein
Haan
Khabar mili hai
Ik khoobsurat chehra
Jiski aankhon ka rang gehra
Dikha
Asar hua hai
Kuch phool khil rahe hain
Kuch hoth sil gaye hain
Hain kya
Kabhi iss gali se hee
Guzar ke jaana tum
Nadi ye na rukegi
Beparvaah
Aao beh chalein
Raahein badal gayi
Jaane kab
Raatein pighal gayi
Jaane kab
Baahein sambhal gayi
Iss nadi sa badal ke kya main
Main raha hee nahi
Aankhein tehel gayi
Jaane kab
Chaahein machal gayi
Jaane kab
Saansein phisal gayi
Iss nadi sa badal ke kya main
Main raha hee nahi
Main raha hee nahi
Main raha hee nahi
Main raha hee nahi
Kabhi iss gali mein hee
Thehrenge ye kadam
Nadi ye na rukegi
Yaadon mein hum behte rahein
Yaad hai vo
Main raha hee nahi
Kahaan gaye vo
Main raha hee nahi
Yaad hai vo
Main raha hee nahi
Kahaan gaye vo
Credits
Writer(s): Ishaan Dass
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.