Waves
Teri woh muskurahat dewaana sa kar gyii
Sambhal na toh chaha par baat na ban rahi
Jo tujhe main dekhta hu khubsurat nazara hai
Bus raha dekhta meri aankhein na thak rahi
Jis kadar tumse ishq yeh kabhi na utarega
Meri har baat mein tu tujhme kuch toh baat hai
Jis din bhula tujhe smjh jaana
Aakhein hai band aakhiri saas hai
Croro mein ek koi lakh nhi
Smjh ke pare tum bemissale nhi
Na jaane kese tum aagyi duniya mein
Khuda bhi sochta hoga kya banayi thi cheez
Woh boli baate na aisi karo dar lagta hai
Dur pal bhi rehlu tere bin man na lagta hai
Teri baatein alag hai
Tera alag hi nasha hai
Rahe jo saath na tu mere toh kal ka na pata hai
Aisa aaye na kal jisme saath na ho
Aisi ho na subah jisme pass na ho
Bss yahi dua chalta rahe mukadma
Mohabbat zurm ilzaam aaрка но
Crore mein ek lakh nhi
Smjh ke pare tum bemissale nhi
Na jaane kese aayi duniya mein
Khuda bhi sochta hoga kya banayi thi cheez
Khuda bhi sochta hoga kya banayi thi cheez
Tujhe dekha jo rahi woh chand mein baat nhi
Na jaane konsi dua hai lagi mujhe
Woh boli tu rakhna kareeb
Or kabhi badalna nhi
Croro mein ek lakh nhi
Smjh ke pare tum bemissale nhi
Na jaane kesea ayi duniya mein

Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.