Kisi Aur Ko
Kisi ke kashti mil jaaye, toh humbhi, doob jaaye
Meri raato ko bhi, kabhi koi, noor chaahe
Kisi ke dilkhush mizaz, se jo, rooth jaaye
Manaa lenaa mujhe, kahin na ye, fitoor jaage
Tera
Yeh ret sa guroor, mai thaam lu jo kal ko tu kisi aur ko chaahe
Tera
Yeh ishq ka sitam, sawaar lu jo kal ko tu kisi aur ko chaahe
Hai paas tuu toh bhi dur ka khayaal rehta
Kya tu bhi iss khel se daraa karta
Hai chaal mein teri, meri aazmaish
Mai bhi chaand sa tere sang rehta
Hum baithe the ek saath samundar ke kinara pe
Yeh leher ki awaz kano me gunjne lagi
Yeh hawa humse kehti rehti aksar
Aur yeh aankho ki nami mei hum hai magar
Yeh raatein bhi haseen si lagne lagi
Yeh sheher ke shor mein usee dekh kr
Uski aankhon mein dub saa gaya
Uski nazaron mein sab bhul sa gaya
Ajkal mere sheher mein sitaare dikhte nahi
Par unke sheron ki roshni mein kho sa gaya
Woh behisaab aasmaan mein kho raha hai
Yu Chaand se baate karti rahe woh
Teri
Yeh sitaro ki maala, mein baandh lu jo kal ko tu kisi ko sawaare
Teri
Yeh Ishq ki numaish, mein thaam lu yeh
Pal ki kal ko tu mujhe bhulaa de
Tera
Yeh ret sa guroor, mai thaam lu jo
Kal ko tu kisi aur ko chaahe
Tera
Ye ishq ka sitam, sawaar lu jo kal ko tu kisi aur ko chaahe
Kaynaat humse naraz baithi hai
Ham unko tasalli dene baithe the
Par dil ka koi aur hi iraada tha
Humare haath mein toh kuch nahi tha bas
Hume aisa laga ki humari lakeero mein hai
Yeh waqt kisi ka nahi hota bas sab apne tarike se jee rahe hai
Aur hum nasamaj aaj ko gawaa kar kal ke gum pee rahe hai

Credits
Writer(s): Jay-v999
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.