Mai Hun Wahan

Tu mujhe kaise bhool gaya ek raat hy mai
Jo humne dekhe jaana vo tou saare khwaab hy thay
Hain phir vou toote aise
Dil ye mera rootha aise
Socha aage barh jaunga zindagi mai aaj hy se
Rakha tha dil ke jis makaan mai usse yaad karun
Dil ki tijorion mei mai tujhe talash karun
Dooriyan hain barh gayi
Tum itni door jaa chukay
Phir jaana kaise apne dil ko mai abaad karun
Ab tou dil hy uth gaya hai mera aashiqui se
Mai phirse kaise apne dil ko ab tyaar karun
Roz raat dekhta hun chaand asmaan pe
Sochta hun chaand hy se dillagi ki baat karun

Mai hun wahan
Kyun dikhe na tujhe
Asmaan chaand thehra jahan
Mai hun wahan
Teri meri
Ankahi daastaan ki
Kahani likhi hai jahan
Mai hun wahan



Credits
Writer(s): Muhammad Virk
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link