Tabeer

Khoya sab wafa aur rehmatein
Tere dard ko bhi azaad karoon

Goonje Ghar mein teri khilkariyaa
Yaadon mein khudko aabad karoon

Ki Tum Dil ki aahon se pare
Tabeer main kiski karoon
Ki Jhooth ki zameero pe hum
Zakhmo ko jharokho se bharu

Ye baadal ke Sao mein baithe hai Kaali ghatae hai bas
Guzaare bas saanse nikle hai saanse na nikle hai bas

Dozak ki aag bulaati hai
Munkar Nakeer nawaaze hai
Ye ghadi ke ghada bhi bhar chuka
Tut ta jaaye sabaab

Rakhdo tum rakht apna paidaano pe
Dedo aazadi in taikhaano se

Meri lai thame lejho se laagi lagan
Laagi lagan

Ni Mila kafan na hua Karan
Bhaga bhatak mein baagi malang na mila vatan

Na milega tan na bachenge tan na bache bachat
Bas masle hai

Ki Tum Dil ki aahon se pareh
Tabeer main kiski karoon
Ki Jhooth ki zameero pe hum
Zakhmo ko jharokho se bharu

Keh bhi na saka tumse joh baatein kuch kehni thi
Ki Raaz hai sab kya raatein pata hai sab benishaan



Credits
Writer(s): F Kaze, Mark Bhatia
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link