only if i had said it

Tera nasha
Jo mujhko hua
Ye tera zehen
Kya kehta mujhe

Jo toone kaha
Wo maan liya
Kal hi mile the
Khudko ye keh diya

Zamaane se yun
Tu chala kahin
Door phirr
Hnnnn

Jaane kya ye raat bhi
Guzregi tere bina
Main rota saari raat phirr
Sab kuch hai tere siva

Bediyan pyaar ki ye teri
Rukk gaya tha jo main wahan
Tune aake ye kaha tha
Sahi lagta ye pyaar mera

Tera pyaar hai marz ki dawa
Tu jo na mila to na mila
Hnnn

Main dar badar teri aadaton mein
Main girta teri baaton pe

(Tera nasha kyun na mujhe hua)
(Na hai pata)

Jaane kya ye raat bhi
Guzregi tere bina
Main rota saari raat phirr
Sab kuch hai tere siva

Bediyan pyaar ki ye teri
Rukk gaya tha jo main wahan
Tune aake ye kaha tha
Sahi lagta ye pyaar mera



Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link