Palat

Aaj kal kyun aati nahi yaad
Humain huay kitne saal
Guzaaray kis halaat mein
Raatein beshumaar
Apna hi zimaydaar main
Hai tera kya hisaab?
Puuchho mani guhar se
Batayen woh

Shuru se aisa hi thaa
Jab koi paisa nahi thaa
Beta kamal mila jawab
Jab adaalat main aya tha naam
Judge da faisla jitta
Jeeta main daulat bina
Chahiya hai dollar dinar
Cream, Manali chitaang
Aik bandi jo lagti hai Hania Khan
Ab toh
Rupaiyya rumaal hai
Chaandi chupaalay
Papi puraanay
Aye maidan mein
Chotay sab bhaagay
Hood mn dhamal hai
Jab beat pe Talal hai
Mic te Bilal hai

Aaj kal kyun aati nahi yaad
Humain huay kitne saal
Guzaaray kis halaat mein
Raatein beshumaar
Apna hi zimaydaar main
Hai tera kya hisaab?
Puuchho mani guhar se
Batayen woh

Khaali haat shuruwaat
Ghaltiyan maaf hoti yahaan nahi
Kuch yaar jo dil aur dimagh mein thay mere saat
Aaj mere paas nahi
Amma hui pareshaan
Allah ne bachaa di hai jaan
Pathi hai gaand nahi
Aagay hi chala jahan
Garajti hai charas
Barasti sharaab
Mujh mein hai rooh-e-sultan bitch
Khan of Kalaat bitch
Baje alarm awaam ko lagay azaan hai
Diya gaya aisa naam
Di gayi bhi aisi awaaz hai
Huay hairaan kehte ye munda shaitaan hai
Pucho kab hua farrar main bola ke

Aaj kal kyun aati nahi yaad
Humain huay kitne saal
Guzaaray kis halaat mein
Raatein beshumaar
Apna hi zimaydaar main
Hai tera kya hisaab?
Puuchho mani guhar se
Batayen woh

Aaj kal kyun aati nahi yaad
Humain huay kitne saal
Guzaaray kis halaat mein
Raatein beshumaar
Apna hi zimaydaar main
Hai tera kya hisaab?
Puuchho mani guhar se
Batayen woh



Credits
Writer(s): Bilal Baluch
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link