Kusoor
Kaisa chadha ye mujhpe suroor hai
Wajah tere hi chehre ka noor hai
Bata mera kya ismein kusoor hai
Haann
Ye jo hone laga mujhe huzoor hai
Koi jadugari teri zaroor hai
Bata mera kya ismein kusoor hai
Haaann
Kusoor hai saara mere dil kaa
Mujhe tu aazmaane kabhi milna
Haan saari saari raaton mein meri saari baaton mein tu
Meri baaton mein mere jazbaaton mein tu
Tujhe aankon mein band kar
Rakhlu apne sang
Rabb se bhi zyaada mujhe khaas hai tu
Haan aaja zara paas tu mere
Tujhe sachmein bana ke rakhu dil ki main raani
Naya naya mera pyaar nahi hai
Tere saath toh meri hai ye baat puraani
Haan aankon se aankhe mila
Ab na tu nazrein churaa
Rakh na tu koi gila
Hona tu mujhse khafa
Kaisa chadha ye mujhpe suroor hai
Wajah tere hi chehre ka noor hai
Bata mera kya ismein kusoor hai
Haann
Ye jo hone laga mujhe huzoor hai
Koi jadugari teri zaroor hai
Bata mera kya ismein kusoor hai
Haaann
Tode saara vo guroor
Esa tera noor
Bana de kayar ko bhi shayar
Ismein mera kya kusoor
Bas hona na tu door
Baatein saari aake tujhko bata dun
Baaton baaton mein thoda sa
Main bhi ye jata du
Ki dekhi maine bhot si
Pehne all black lage thodi goth si
Take it all off cause I got to see
Teri aakhon ki mehak mein
Kya tu chupati hai
Teri khamoshi ki chehek mein
Kya tu batati hai
Mujhko tu kaise dubati hai
Sab kuch tu bhulati hai
Tera beshumaar pyaar chale fir hum outer space
Karenge hum stargaze
Keep it real scarface
Let me show you everything
Jaise bache sirf ho chaar days
Vo jaise Nargis
Karde awaara Ni chahie koi sahara
Jeete jaise sab kuch ho bas humara
Kaisa chadha ye mujhpe suroor hai
Wajah tere hi chehre ka noor hai
Bata mera kya ismein kusoor hai
Haann
Ye jo hone laga mujhe huzoor hai
Koi jadugari teri zaroor hai
Bata mera kya ismein kusoor hai
Haaann
Wajah tere hi chehre ka noor hai
Bata mera kya ismein kusoor hai
Haann
Ye jo hone laga mujhe huzoor hai
Koi jadugari teri zaroor hai
Bata mera kya ismein kusoor hai
Haaann
Kusoor hai saara mere dil kaa
Mujhe tu aazmaane kabhi milna
Haan saari saari raaton mein meri saari baaton mein tu
Meri baaton mein mere jazbaaton mein tu
Tujhe aankon mein band kar
Rakhlu apne sang
Rabb se bhi zyaada mujhe khaas hai tu
Haan aaja zara paas tu mere
Tujhe sachmein bana ke rakhu dil ki main raani
Naya naya mera pyaar nahi hai
Tere saath toh meri hai ye baat puraani
Haan aankon se aankhe mila
Ab na tu nazrein churaa
Rakh na tu koi gila
Hona tu mujhse khafa
Kaisa chadha ye mujhpe suroor hai
Wajah tere hi chehre ka noor hai
Bata mera kya ismein kusoor hai
Haann
Ye jo hone laga mujhe huzoor hai
Koi jadugari teri zaroor hai
Bata mera kya ismein kusoor hai
Haaann
Tode saara vo guroor
Esa tera noor
Bana de kayar ko bhi shayar
Ismein mera kya kusoor
Bas hona na tu door
Baatein saari aake tujhko bata dun
Baaton baaton mein thoda sa
Main bhi ye jata du
Ki dekhi maine bhot si
Pehne all black lage thodi goth si
Take it all off cause I got to see
Teri aakhon ki mehak mein
Kya tu chupati hai
Teri khamoshi ki chehek mein
Kya tu batati hai
Mujhko tu kaise dubati hai
Sab kuch tu bhulati hai
Tera beshumaar pyaar chale fir hum outer space
Karenge hum stargaze
Keep it real scarface
Let me show you everything
Jaise bache sirf ho chaar days
Vo jaise Nargis
Karde awaara Ni chahie koi sahara
Jeete jaise sab kuch ho bas humara
Kaisa chadha ye mujhpe suroor hai
Wajah tere hi chehre ka noor hai
Bata mera kya ismein kusoor hai
Haann
Ye jo hone laga mujhe huzoor hai
Koi jadugari teri zaroor hai
Bata mera kya ismein kusoor hai
Haaann
Credits
Writer(s): Kshitij Dogra, Vineet Yadav
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.