Hum Fida
Kuch toh hai tere mere darmiyan
Hum kar sake na bayan alfaazon mein
Naazuki se kiya tumne asar
Ab hum pagalon se khade deedaron ke
Mere naazuk se dil ka tu khayaal rakhna
In udhaariyon mein mera tu hisab rakhna
Matlabi hai zamana, Kirdaar rakhna
Kho na jana baaton mein fizool
Aa chalein hum saath mein
Ginte kadmon ki aahatein
Jo goonjti hai raahon mein
Kaash k, Kho jaayein hum
Ek dooje mein fir
Gum huwe to ja milenge khwabo mein
Kuch toh hai tere darmiyan
Hum Alfaazon mein ab sune
Tum jab nazuki se hisab lo toh hum paaniyon se bahein
Kyun naaraaz hum ab rahein
Kyun hum faasle ab karein
Aaja jee lein is pal ko ik dafa
Itna Maza yahan
Aara hai kyun Nashe mein
Kho na jayein hum yahan
Tu Mehkashan, mera
Hua hai is qadar k
Mil gaya mujhe yeh jahan
Fir Ho Gaye hum fida
Fir Ho Gaye hum fida
Mere, Ye ehsaas tere sath leke hum udey
Fir ho gaye hum fida
Is qadar ghoomta awara
Gum se na main mila dobara
Baazuon mein teri main hara
Aye
Mausiki mein tumhi ho shamil
Tujhse mil k hua main kaabil
Dekhta reh gaya jag saara
Kuch toh hai tere darmiyan
Jo jazbaaton mein ab dikhe
Teri saadgi ke deewane jaan bhi qurbaan tujhpe karein
Kyun naaraaz hum ab rahein
Kyun hum faasle ab karein
Aaja jee lein is pal ko ik dafa
Itna Maza yahan
Aara hai kyun Nashe mein
Kho na jayein hum yahan
Tu Mehkashan, mera
Hua hai is qadar k
Mil gaya mujhe yeh jahan
Fir Ho Gaye hum fida
Fir Ho Gaye hum fida
Mere, Ye ehsaas tere sath leke hum udey
Fir ho gaye hum fida
Hum kar sake na bayan alfaazon mein
Naazuki se kiya tumne asar
Ab hum pagalon se khade deedaron ke
Mere naazuk se dil ka tu khayaal rakhna
In udhaariyon mein mera tu hisab rakhna
Matlabi hai zamana, Kirdaar rakhna
Kho na jana baaton mein fizool
Aa chalein hum saath mein
Ginte kadmon ki aahatein
Jo goonjti hai raahon mein
Kaash k, Kho jaayein hum
Ek dooje mein fir
Gum huwe to ja milenge khwabo mein
Kuch toh hai tere darmiyan
Hum Alfaazon mein ab sune
Tum jab nazuki se hisab lo toh hum paaniyon se bahein
Kyun naaraaz hum ab rahein
Kyun hum faasle ab karein
Aaja jee lein is pal ko ik dafa
Itna Maza yahan
Aara hai kyun Nashe mein
Kho na jayein hum yahan
Tu Mehkashan, mera
Hua hai is qadar k
Mil gaya mujhe yeh jahan
Fir Ho Gaye hum fida
Fir Ho Gaye hum fida
Mere, Ye ehsaas tere sath leke hum udey
Fir ho gaye hum fida
Is qadar ghoomta awara
Gum se na main mila dobara
Baazuon mein teri main hara
Aye
Mausiki mein tumhi ho shamil
Tujhse mil k hua main kaabil
Dekhta reh gaya jag saara
Kuch toh hai tere darmiyan
Jo jazbaaton mein ab dikhe
Teri saadgi ke deewane jaan bhi qurbaan tujhpe karein
Kyun naaraaz hum ab rahein
Kyun hum faasle ab karein
Aaja jee lein is pal ko ik dafa
Itna Maza yahan
Aara hai kyun Nashe mein
Kho na jayein hum yahan
Tu Mehkashan, mera
Hua hai is qadar k
Mil gaya mujhe yeh jahan
Fir Ho Gaye hum fida
Fir Ho Gaye hum fida
Mere, Ye ehsaas tere sath leke hum udey
Fir ho gaye hum fida
Credits
Writer(s): Aman Dembla
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.