Rango Se

Rango se bhara sara
Asma ka nazara
Bahon me teri basa
Hai bas yahan

Baton me ky hai chupa
Ankhon ne sab kaha
Jadoo hai yaha waha
Tu ho jaha

Tu bole toh me ky na kru
Kabil hu tere, me kaise kahu
Jaadooi ankhon mein teri yaha
Dooba rahu

Rango se bhara sara
Asma ka nazara
Bahon me teri basa
Hai bas yahan

Baton me ky hai chupa
Ankhon ne sab kaha
Jadoo hai yaha waha
Tu ho jaha

Asuo se bada hai mera pyar
Wadon se tu kr na inkaar

Hath mera jo tera ho hath
Sath mera na tutega aaj

Rango se bhara sara
Asma ka nazara
Bahon me teri basa
Hai bas yahan

Baton me ky hai chupa
Ankhon ne sab kaha
Jadoo hai yaha waha
Tu ho jaha

Tu bole toh me ky na kru
Kabil hu tere, me kaise kahu
Jadooi ankhon mein teri yaha
Dooba rahu

Rango se bhara sara
Asma ka nazara
Bahon me teri basa
Hai bas yahan

Baton me ky hai chupa
Ankhon ne sab kaha
Jadoo hai yaha waha
Tu ho jaha



Credits
Writer(s): Chinmay Agrawal
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link