Behta Raha

Mera hua

Tu mera hua, mera hua

Tere chehre ko sajaa ke
Aur tere charchey sunaa ke
Ibaadat hosh banaa ke
Tu meri raaz bataa de
Haan teri zulfein sajaa doon
Main tera zikr bataa doon
Tu has ke dhoop jalaa de
Main mar ke bhi jeet jaaun
Behta raha main behta raha
Tu mera hua mera hua

(Instrumental)

Kadmo pe tere jahaan
Rakh du main apna yun hi rehnuma
Ban gayi tu meri aadat sabhi
Na kahi maine yeh baatein kabhi
Reh jaaye yeh pal yahin
Kyun tere bin na kuch sahi
Saansein ab ghabar rahi
Phirta main awaara sa tere bina
Hmmm
Milta na yahaan koi teri tarah
Hmmm

Tujhse judaai ab na seh saku
Kyun tu yeh samjhe hi na
Itna kyun tadpa rahe ho mujhe
Aa bhi jaa maahiya
Behta raha main behta raha
Tu mera hua mera hua
Tu mera hua mera hua



Credits
Writer(s): Muzi Boys, Sahil Singh
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link