Bayaan

Kaise kar doon bayaan
Tumse keh na paaon, reh na paaaon main
Kehti khaamoshiyan
Tumse keh na paaon, yeh seh na paaaon

Aisa lage, hazaaron dafaa
Aankhon ne jo dheere se kahaa hai, hai

Aankhon ne jo kahaa
Tumse keh na paaon, reh na paaaon main
Kehti khaamoshiyan
Tumse keh na paaon, yeh seh na paaaon

Tu kinara hai main samandar,
Aa mujhe thaam le
Hai zaroori tu kitna sanam,
Aa ke pehchaan le

Ankahi baat jo dabi hai,
Dil se nikal jaane de
Bol lab tak mere aa chuke hain,
Zaahir toh kar jaane de

Akhir faisla yeh, kar liya hai
Ab izhaar maine kar diya hai
Saansein meri ruk si gayi
Aankhein teri jhuk si gayi hein hein

Kaise kar loon yakeen
Tumne keh diya hai, jo keh diya hai

Kaise kar doon bayaan
Tujhko paa ke yeh pal, jee liya hai



Credits
Writer(s): Anurag Mishra
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link