O Hamnava
Kaise Tuhjse, kahoon mein
Bin lafzo ke bhi tu samajh kabhi
Kaise rokun, mere dil ko
Ye meri ab samajhta hi nahi
Kyun na main ye jaanu mujho kya hua
Mera tha jo dil kabhi tera hua
Kyun na main ye jaanu mujho kya hua
Mera tha jo dil kabhi tera hua
Jab se hai tu, mujhko mila
O humnava
O humnava
Haan teri palkon ke kinaareKaatun pal ye saare
Na jaane hoga kab ye mumkin
Tere kaandhe ke sahare
Taakun chand taare
Sang tere beete har din
Tu jo mera na ho fir bhi main tera
Mere saare waqt pe hai haq tera
Tu jo mera na ho fir bhi main tera
Mere saare waqt pe hai haq tera
Jab se hai tu, mujhko mila
O humnava
O humnava
Kaise meri, saari raatien
Tere khwabon se guzarti hai kahin
Kyun na tujh ko, maang loon me
Bas kuch pal hi sahi
Teri baahon mein hai mujhko ghar mila
Tere sang sadiyon ka hai silsila
Teri baahon mein hai mujhko ghar mila
Tere sang sadiyon ka hai silsila
Jab se hai tu, mujhko mila
O humnava
O humnava
Bin lafzo ke bhi tu samajh kabhi
Kaise rokun, mere dil ko
Ye meri ab samajhta hi nahi
Kyun na main ye jaanu mujho kya hua
Mera tha jo dil kabhi tera hua
Kyun na main ye jaanu mujho kya hua
Mera tha jo dil kabhi tera hua
Jab se hai tu, mujhko mila
O humnava
O humnava
Haan teri palkon ke kinaareKaatun pal ye saare
Na jaane hoga kab ye mumkin
Tere kaandhe ke sahare
Taakun chand taare
Sang tere beete har din
Tu jo mera na ho fir bhi main tera
Mere saare waqt pe hai haq tera
Tu jo mera na ho fir bhi main tera
Mere saare waqt pe hai haq tera
Jab se hai tu, mujhko mila
O humnava
O humnava
Kaise meri, saari raatien
Tere khwabon se guzarti hai kahin
Kyun na tujh ko, maang loon me
Bas kuch pal hi sahi
Teri baahon mein hai mujhko ghar mila
Tere sang sadiyon ka hai silsila
Teri baahon mein hai mujhko ghar mila
Tere sang sadiyon ka hai silsila
Jab se hai tu, mujhko mila
O humnava
O humnava
Credits
Writer(s): Ankit Negee
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.