LOVE BOMB
Love bomb
Maine tere kapde utaare
Tere Bin kaise raatein guzaarein
Mrignaini hoon main tere hawaale
Ankhiyon ke neeche kajal daale
Maine tere kapde utaare
Tere Bin kaise raatein guzaarein
Mrignaini hoon main tere hawaale
Ankhiyon ke neeche kajal daale
Haan ji kara tune kaisa kamaal hai
Mere dil main kyun buna tune jaal hai
Tere naak pe jo ye til hai
Mera aa gya tujhpe dil hai
Haaton mein haat na bass gin hai
Woh bhi kya din the
Kaise guzre ab pal ye
Meri ankhiyon se ankhiyan milaati
Ye naari jab bhi
Samjho kuchh alag hota hai
Kyunki sach yahi ki
Main bhi koi hoon tere liye
Kuchh toh tere dil mein hai mere liye
Sekdon baar maangle maafi
Aakhir mein kya faayeda
Main kavi bas kehna chaahta
Tere hoton ki yaad mein
Ehsaas mein gum
Tere badan ke har modh se waaqif hoon
Magar naap na saka kyun?
Mohotarma hum bhi kaafi naazuk hain
Apna kar toh dekh lete
Par ab kya karein
Ghoomte firte awaara
Har shaks mein bass tujhko hi dhoonde ye lawaaris kutta
Na ghar ka na ghat ka
Mujhse galti karke bhi na poochhna ki hum kyun hain aise
Ban gaye hain aise
Kyunki tune nahi diya mauka
Haan nahi diye tum mauka kabhi
Ab chain ki saans bhi na naseeb kabhi
Chalo ab chalte hain kavi
Kya pata fir milenge ya nahi
I hope you see that I see as you are
As a different person
No exes in you just my heart eyes
You ain't no diversion
4 kilometre door se
Mehsoos kiya tujhe bohot khoob
Subah uthkar lagi aankhon par dhoop
Mere anginat roop
Tere saamne sirf bheegi billi
Chhua chhoot
I cut my fingernails so I won't hurt you
How could you let me go
How could you let me go
How could you let me go
Maine tere kapde utaare
Tere Bin kaise raatein guzaarein
Mrignaini hoon main tere hawaale
Ankhiyon ke neeche kajal daale
Maine tere kapde utaare
Tere Bin kaise raatein guzaarein
Mrignaini hoon main tere hawaale
Ankhiyon ke neeche kajal daale
Maine tere kapde utaare
Tere Bin kaise raatein guzaarein
Mrignaini hoon main tere hawaale
Ankhiyon ke neeche kajal daale
Maine tere kapde utaare
Tere Bin kaise raatein guzaarein
Mrignaini hoon main tere hawaale
Ankhiyon ke neeche kajal daale
Haan ji kara tune kaisa kamaal hai
Mere dil main kyun buna tune jaal hai
Tere naak pe jo ye til hai
Mera aa gya tujhpe dil hai
Haaton mein haat na bass gin hai
Woh bhi kya din the
Kaise guzre ab pal ye
Meri ankhiyon se ankhiyan milaati
Ye naari jab bhi
Samjho kuchh alag hota hai
Kyunki sach yahi ki
Main bhi koi hoon tere liye
Kuchh toh tere dil mein hai mere liye
Sekdon baar maangle maafi
Aakhir mein kya faayeda
Main kavi bas kehna chaahta
Tere hoton ki yaad mein
Ehsaas mein gum
Tere badan ke har modh se waaqif hoon
Magar naap na saka kyun?
Mohotarma hum bhi kaafi naazuk hain
Apna kar toh dekh lete
Par ab kya karein
Ghoomte firte awaara
Har shaks mein bass tujhko hi dhoonde ye lawaaris kutta
Na ghar ka na ghat ka
Mujhse galti karke bhi na poochhna ki hum kyun hain aise
Ban gaye hain aise
Kyunki tune nahi diya mauka
Haan nahi diye tum mauka kabhi
Ab chain ki saans bhi na naseeb kabhi
Chalo ab chalte hain kavi
Kya pata fir milenge ya nahi
I hope you see that I see as you are
As a different person
No exes in you just my heart eyes
You ain't no diversion
4 kilometre door se
Mehsoos kiya tujhe bohot khoob
Subah uthkar lagi aankhon par dhoop
Mere anginat roop
Tere saamne sirf bheegi billi
Chhua chhoot
I cut my fingernails so I won't hurt you
How could you let me go
How could you let me go
How could you let me go
Maine tere kapde utaare
Tere Bin kaise raatein guzaarein
Mrignaini hoon main tere hawaale
Ankhiyon ke neeche kajal daale
Maine tere kapde utaare
Tere Bin kaise raatein guzaarein
Mrignaini hoon main tere hawaale
Ankhiyon ke neeche kajal daale
Credits
Writer(s): Aardicy
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.