Saansen
Tum hi ab kaho
Jaa rahe ho? kuch to pal ruko
Meri saansen tham jaayengi to
Chale Jaana, Itna to karo
Aankhen band karoun toh manzar tere jaane ka
Aankhen kholoun to ab chaar su teri kami
Tu kya shuru se tha muntazir bahaane ka?
Kiun jaate hoye baat naa meri Suni?
Tumse Zindagi ha meri mujhe chor kar jo jaa rahi ho
Jaan ye ha bakhuda mere qatal se kam nahin
Thehr jao kya hi bigar jaayega tumhare
Bachay hoye zayadah mere dam nahin
Tere Hone se hi kamre mein ab saansen chal rahi hain
Mujhe maar dena dar agar ye paar karna chaho
Tumpe har tarah ka qatal mera maaf magar
Kam az kam jaan zinda mujhe maar kar na jao
Kitne khuaab the mere wo pal mein Raakh ho gaye
Tukre Dil ke mere Ab to jese laakh ho gaye
Ab to so bhi na nahin paate tere bina hum
Kya batayen Jaan kya Hum Tere baad ho gaye
Tum hi ab kaho
Jaa rahe ho? kuch to pal ruko
Meri saansen tham jaayengi to
chale Jaana, Itna to karo
Tumse kisne keh diya ke bin tumhare ha guzaara mera
Tum se aalam ha ye saara mera
Jaan-e-man mein tujhse pyaar ki nahin
Zindagi ki maang raha houn bheek tu hi to ha bas Sahaara mera
Aap saath the yehi tak kese maan lein?
Jaane se pehle is rishte ko naam dein
mein to soya nai houn, neend meri poori nai ha kabse
Kuch bhi Khaya Nahin ha aake mujhe DaanT dein
Ab Kaampte hain haath or aaj aap nahin nai hain paas
Ke ab thaam lein or kahen ke "Mein houn Idhar"
Saari Raat phirta raha haathoun mein tere wo khat liye
Itna hosh nahin tha ke mein houn kidhar
Tere dil mein jaanta houn kahin pyaar mere liye Jana'n Aaj bhi ha
Kya Tum Waqii Jaa rahi ho chor kar mujhe? kya Faisla tumhara ye ab aakhri ha?

Credits
Writer(s): Sameer Asim
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.