Musafir
Badal ki chaav mie
Bitadoon zindagi
Sapno ki bheed mie
Kho jaun main kahin
Badal ki chaav mie
Bitadoon zindagi
Sapno ki bheed mie
Kho jaun main kahin
Kal hona kya hai
Hai kisko ye pata
Gham ko bhula kar
Main to aage chala
Jannat yahin hai
Kholo in aakhon ko
(In aakhon ko)
Nafrat wahin hain
Chorho un baaton ko
(Un baaton ko)
Kal hona kya hai
Hai kisko ye pata
Khushiyan saja kar
Main to aage chala
Ye bedhiyaan mujhe
Roken kahan
Token mujhe
Ke main kafir hoon
Ab zindagi meri
Hai rukti kahan
Main bhi manchala ek musafir hoon
Musafir hoon
Musafir hoon
Musafir hoon
Musafir hoon
Saanson ko tham kar
Bitadun zindagi
Aakhon ko mundkar
So jaun main kahin
Kal hona kya hai
Jankar ye hoga kya
Khudko sambhal kar
Main to aage chala
Ye bedhiyaan mujhe
Roken kahan
Token mujhe
Ke main kafir hoon
Ab zindagi meri
Hai rukti kahan
Main bhi manchala ek musafir hoon
Ye bedhiyaan mujhe
Roken kahan
Token mujhe
Ke main kafir hoon
Ab zindagi meri
Hai rukti kahan
Main bhi manchala ek musafir hoon
Bitadoon zindagi
Sapno ki bheed mie
Kho jaun main kahin
Badal ki chaav mie
Bitadoon zindagi
Sapno ki bheed mie
Kho jaun main kahin
Kal hona kya hai
Hai kisko ye pata
Gham ko bhula kar
Main to aage chala
Jannat yahin hai
Kholo in aakhon ko
(In aakhon ko)
Nafrat wahin hain
Chorho un baaton ko
(Un baaton ko)
Kal hona kya hai
Hai kisko ye pata
Khushiyan saja kar
Main to aage chala
Ye bedhiyaan mujhe
Roken kahan
Token mujhe
Ke main kafir hoon
Ab zindagi meri
Hai rukti kahan
Main bhi manchala ek musafir hoon
Musafir hoon
Musafir hoon
Musafir hoon
Musafir hoon
Saanson ko tham kar
Bitadun zindagi
Aakhon ko mundkar
So jaun main kahin
Kal hona kya hai
Jankar ye hoga kya
Khudko sambhal kar
Main to aage chala
Ye bedhiyaan mujhe
Roken kahan
Token mujhe
Ke main kafir hoon
Ab zindagi meri
Hai rukti kahan
Main bhi manchala ek musafir hoon
Ye bedhiyaan mujhe
Roken kahan
Token mujhe
Ke main kafir hoon
Ab zindagi meri
Hai rukti kahan
Main bhi manchala ek musafir hoon
Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.