Khojta
(So when you love a person
You give them your all
And when you try to get over it
You change yourself in order to get over it
So the person who actually loved that person
Like no longer exists)
Khud se khud ko mai kho chuka hu
Yaadon mai teri najane kitna ro chuka hu
Ab yahi sochta hu
Ki tun na hoti toh na zindagi se zindagi mai khojta yun
Na hi sochta kaash, mai na hota woh
Jisne chaha tujhko jaan se bhi zyada
Par abb woh toh ja chuka hai
Saya banke kalpana ka kalpana mai meri reh gaya hai
Kabhi toh tu bhi hua karti thi meri
Ya jaan ne mai tujhko kardu maine deri
Baatein apni hoti thi bhateri
Par na samjh saka mai khwahishein teri
Abb kyu karti der raat mujhko call
Apni life mai kyu kar rahi mujhe involve
Ab mai woh nahi jo karta tha teri fikr
Ab mai woh nahi
Ab mai woh nahi
(If that person did exists you wouldn't get over it
And since you've gotten over it that person does not exist)
Abhi bhi yaadein kabhi aa jati hai raston pe chalte
Din dhalte sochta hu ki kaise ham saath kal the
Aur khudki soch pe dheere dheere kaise yeh shak ke keede pal te
Na tere paas tha koi sawal
Na mere paas tha koi jawab
Ham dono saath toh the janaab
Abb banke reh Gaye hai ek khwaab
Kaanch ki tarha bikhar gaya tha mai
Saansein kam hum dum dar gaya tha mai
Phele kabhi mehsoos na kiya tha mai
Mere waqt ka jo sila diya tune
Chal chod jaane de
Ab toh rutha bhi nahi hu toh ese na bahane de
Tu kya sochi kya hoga tere manane se
Ab mai woh nahi ja pooch le zamane se
Khud se khud ko mai kho chuka hu
Yaadon mai teri mai kitna najane ro chuka hu
Ab yahi sochta hu
Ki tu na hoti toh na zindagi se zindagi mai khojta yun
Ki tu na hoti toh na zindagi se zindagi mai khojta yun
Na khojta mai khud ko iss bheed mai
(You think you love them but you don't
Because the version of you that used to love them
Is no longer there)
This makes sense

Credits
Writer(s): Anshul Negi
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.