Sab Hanuman Kar Rahe Hain

Hum kuch bhi nahin karte
Bas dhyaan kar rahe hain
(Hum kuch bhi nahin karte)
(Bas dhyaan kar rahe hain)

Har kaam zindagi ka
Hanuman kar rahe hain
Har kaam zindagi ka
Hanuman kar rahe hain

(Hum kuch bhi nahin karte)
(Bas dhyaan kar rahe hain)
(Hum kuch bhi nahin karte)
(Bas dhyaan kar rahe hain)

Bajrangi bairaagi
Raghunandan ki dhun ke
Jo Ram ke sevak hain
Hum sevak hain unke
(Jo Ram ke sevak hain)
(Hum sevak hain unke)

Har mushkilon ko woh
Aasan kar rahe hain
(Hum kuch bhi nahin karte)
(Bas dhyaan kar rahe hain)

(Shree Ram, jai Ram, jai-jai Ram)
(Shree Ram, jai Ram, jai-jai Ram)

Nirdhan ko dhan dete
Nirbal ko bal dete
Apne har sevak ko
Bhakti ka har phal dete
(Apne har sevak ko)
(Bhakti ka har phal dete)

Hum aise Bajrang ka
Gungaan kar rahe hain
(Hum kuch bhi nahin karte)
(Bas dhyaan kar rahe hain)

Har kaam zindagi ka
Hanuman kar rahe hain
Har kaam zindagi ka
Hanuman kar rahe hain

Hum kuch bhi nahin karte
Bas dhyaan kar rahe hain
(Hum kuch bhi nahin karte)
(Bas dhyaan kar rahe hain)

(Shree Ram, jai Ram, jai-jai Ram)
(Shree Ram, jai Ram, jai-jai Ram)
(Shree Ram, jai Ram, jai-jai Ram)
(Shree Ram, jai Ram, jai-jai Ram)

(Shree Ram, jai Ram, jai-jai Ram)
(Shree Ram, jai Ram, jai-jai Ram)



Credits
Writer(s): Sushil Kumar
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link